Naam Mera Hanuman (नाम मेरा हनूमान: भजन)


Haath Jodkar Ke Vinati Karta,
Dharta Prabhu Ka Dhyan,
Charanon Ka Daas Maata,
Naam Mera Hanuman,
Charanon Ka Daas Maata,
Naam Mera Hanuman ॥
Isht Dev Mere Dasharath Nandan,
Ram Naam Ka Pyaara,
Rom Rom Mein Basa Hua,
Kaushalya Raj Dulaara,
Avadhapuri Ka Sitaara Mera,
Avadhapuri Ki Shaan,
Charanon Ka Daas Maata,
Naam Mera Hanuman ॥

Maya Se Nahi Bani Anghuthi,
Bani Avadha Ke Dham Ki,
Janak Nandini Lekar Aaya,
Aaj Nishani Ram Ki,
Mere Prabhu Shree Ram Ki Tu,
Kar Le Maa Pehchan,
Charanon Ka Daas Maata,
Naam Mera Hanuman ॥

Bramhrup Vanwasi Yogi,
Miniyo Ki Hitakari,
Rashya Kari Thi Ygyan Ki Ja Kar,
Mare Dusthachari,
Ahilya Par Utari Nari,
Banakar Karuna Nidhaan,
Charanon Ka Daas Maata,
Naam Mera Hanuman ॥

Haath Jodkar Ke Vinati Karta,
Dharta Prabhu Ka Dhyan,
Charanon Ka Daas Maata,
Naam Mera Hanuman,
Charanon Ka Daas Maata,
Naam Mera Hanuman ॥
नाम मेरा हनूमान: भजन - हिन्दी में पढ़ें
हाथ जोड़कर के विनती करता, धरता प्रभु का ध्यान, चरणों का दास माता, नाम मेरा हनुमान, चरणों का दास माता, नाम मेरा हनूमान ॥
Bhajan Hanuman BhajanBalaji BhajanBajrangbali BhajanHanuman Janmotsav BhajanHanuman Jyanti BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanHanuman Path BhajanSundar Kand Path Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Suraj Ki Garmi Se Jalte Hue Tan Ko

Jaise Suraj Ki Garmi Se Jalte Hue Tan Ko Mil Jaaye Taruvar Ki Chhaya...

Bharosa Kar Tu Ishwar Par

Bharosa Kar Tu Ishwar Par, Tujhe Rona Nahi Hoga । Yah Jeevan Beet Jayega, Tujhe Rona Nahi Hoga ॥ Kabhi Sukh Hai Kabhi Dukh Hai...

Bhajan: Jyot Se Jyot Jagate Chalo

Jyot Se Jyot Jagate Chalo, Jyot Se Jyot Jagate Chalo, Prem Ki Ganga Bahate Chalo, Prem Ki Ganga Baha...

Tu Pyar Ka Sagar Hai

Tu Pyar Ka Sagar Hai, Teri Ek Bund Ke Pyase Ham। Lauta Jo Diya Tune..

Tora Man Darpan Kahlaye

Tora Man Darpan Kahlaye, Bhale, Bure, Saare Karmon Ko, Dekhe Aur Dikhaye...