Mujhko Basalo Brijdham (मुझको बसा लो बृजधाम: कृष्ण भजन)


Chavi Dekhi Jab Pyari,
Ho Gae Mein Matvari,
Bhave Na Mujhko Koi Kaam,
Mujhko Basa Lo Brijdham ॥
Shyam Naam Ki Rang Ke Chunariya,
Nachun Mein To Ban ke Joganiya,
Bavari Sudh Budh Hari,
Prem Ke Rog Ki Mari,
Aaye Na Dil Ko Yun Aaram,
Mujhko Basa Lo Brijdham ॥

Brindavan So Dham Na Koi,
Radhe Jesi Naam Na Koi,
Arj Dashi Ki Maano,
Shyam Mujhko Apna Lo,
Kar Do Mera Bhi Nitjam,
Mujhko Basa Lo Brijdham ॥
BhaktiBharat Lyrics

Nikat Tumhare Ren Basera,
Isse Bada Kya Bhagya Ho Mera,
Dhul Charanon Ki Laga Ke,
Darash Priyatam Ke Paake,
Nikale Hridaya Se Mere Pran,
Mujhko Basa Lo Brijdham ॥
मुझको बसा लो बृजधाम: कृष्ण भजन - हिन्दी में पढ़ें
छवि देखी जब प्यारी, हो गई मैं मतवारी, भावे ना मुझको कोई काम, मुझको बसा लो बृजधाम ॥
Bhajan Shri Krishna BhajanBhrij BhajanBal Krishna BhajanLaddu Gopal BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shyam BhajanIskcon BhajanPhagun Mela BhajanRadhashtami BhajanYashoda Laal Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Durga Hai Meri Maa Ambe Hai Meri Maa

Durga Hai Meri Maa, Ambe Hai Meri Maa | Jo Bhi Dar Pe Aae, Jay Ho

Meri Vipda Taal Do Aakar

Meri Vipda Taal Do Aakar, Hey Jag Janani Mata, Sheron Wali Mata ॥

Dadi Itni Kirpa Kariye

Dadi Itni Kirpa Kariye, Dar Te Aavta Rava, Main to Thare Darbar Se Mangta Raha ॥

Bade Maan Se Zamana Maa Tujhe Pujata Hai

Bade Maan Se Jamana, Maan Tumko Poojta Hai, Tere Naam Ka Tarana...

Woh Hai Jag Se Bemisal Sakhi

Popular and famous bhajan used on the auspicious occasion of Navdurga, Durga Puja, Navratri, Navratr