Mujhe Radhe Naam Sunai De (मुझे राधे नाम सुनाई दे: भजन)


Radhe Radhe! Jay Shri Radhe Radhe...
Chitchor Bada Tu Chhaliya
Brindavan Ki Yah Galiyan ।
Chitchor Bada Tu Chhaliya
Brindavan Ki Yah Galiyan ।

Teri Baaki Baaki Soni Soni
Teri Baaki Baaki Soni Soni
Chitvan Shyam Dikhai De

Mujhe Radhe Radhe! Mujhe Radhe Radhe !
Mujhe Radhe Radhe Radhe Radhe Radhe Naam Sunai De
Mujhe Radhe Radhe Radhe Radhe Radhe Naam Sunai De
Mujhe Radhe Radhe Radhe Radhe Radhe Naam Sunai De

Tedhi Vah Matak Baaki Se Latak Muskan Hai Adharon Ki
Path Bhoole Pathik Kahate Hain Rasik Kya Baat Hai Najron Ki

Deedar Kare Jo Ghayal Ho Jata Tera Vah Kayal
Teri Baaki Baaki Soni Soni...
Chitvan Shyam Dikhai De
॥ Mujhe Radhe Radhe! Mujhe Radhe Radhe… ॥

Teri Madhur Badi Muskan Chain Mere Man Ka Le Legi
Us Par Murli Ki Taan Mujhe Yah Mar Hi Dalegi

Chham Chham Karti Hai Payal- Jhoome Lahari Dil Pagal
Teri Baaki Baaki Soni Soni
Chitvan Shyam Dikhai De
॥ Mujhe Radhe Radhe! Mujhe Radhe Radhe… ॥

Mujhe Radhe Radhe! Mujhe Radhe Radhe!
Mujhe Radhe Radhe Radhe Radhe Radhe Naam Sunai De
Mujhe Radhe Radhe Radhe Radhe Radhe Naam Sunai De
Mujhe Radhe Radhe Radhe Radhe Radhe Naam Sunai De
मुझे राधे नाम सुनाई दे: भजन - हिन्दी में पढ़ें
चितचोर बड़ा तू छलिया, बिंद्रावन कि यह गलियां। राधे राधे! जय श्री राधे राधे...
Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shayam BhajanRajasthani BhajanFagan Mela BhajanRadhashtami BhajanShri Radha Rani BhajanFrom Uma Lahari Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Jo Ram Ka Nahi Kisi Kaam Ki Nahi

Wo Namaste Dua Aur, Salam Ka Nahi, Jo Ram Ka Nahi, Kisi Kaam Ka Nahi ॥

Mere Sarkar Aaye Hain

Saja Do Ghar Ko Gulsan Sa, Mere Sarkar Aaye Hain, Mere Sarkar Aaye Hain, Lage Kutia Bhi Dulhan Si,
Lage Kutia Bhi Dulhan Si, Mere Sarkar Aaye Hain, Saja Do Ghar Ko Gulsan Sa, Mere Sarkar Aaye Hain ॥

Jai Ho Jai Ho Teri Maa Yashoda Ke Lal

Jai Ho Jai Ho Teri Maa Yashoda Ke Lal, Le Ke Avatar Aana Gazab Ho Gaya, Treta Yug Mein The Tum Aaye Dvapar Mein Bhi, Treta Yug Mein The Tum Aaye Dvapar Mein Bhi, Tera Kaliyug Mein Aana Gajab Ho Gaya, Jai Ho Jai Ho Teri Maa Yashoda Ke Lal ॥

Krishna Ghar Nand Ke Janme Sitara Ho To Aisa Ho

Krishna Ghar Nand Ke Janme, Dulara Ho To Asa Ho, Log Darshan Chale Aye, Sitara Ho To Aisa Ho ॥

Jai Jai Surnayak Jan Sukhdayak Prantpal Bhagvant

Jai Jai Surnayak Jan Sukhdayak Pranatpaal Bhagvanta । Go Dwij Hitkari Jai Asurari Sidhunsuta Priy Kanta