Mujhe Kaun Poochhta Tha Teri Bandagi Se Pahle (मुझे कौन जानता था तेरी बंदगी से पहले: भजन)


Mujhe Kaun Janta Tha,
Teri Bandgi Se Pahale,
Main Bujha Hua Diya Tha,
Teri Bandgi Se Pahale ॥
Main to Khakh Tha Jara Si,
Meri Aur Kya Thi Hasti,
Main Thapede Kha Raha Tha,
Toofan Mein Jaise Kashti,
Dar Dar Bhatak Raha Tha,
Teri Bandgi Se Pahale ॥

Mujhe Kaun Janta Tha,
Teri Bandgi Se Pahale,
Main Bujha Hua Diya Tha,
Teri Bandgi Se Pahale ॥

Main Tha Is Tarah Jahan Mein,
Jaise Khali Sip Hoti,
Meri Badh Gai Hai Keemat,
Tune Bhar Die Hai Moti,
Mera Kaun Aasra Tha,
Teri Bandgi Se Pahale ॥

Mujhe Kaun Janta Tha,
Teri Bandgi Se Pahale,
Main Bujha Hua Diya Tha,
Teri Bandgi Se Pahale ॥

Hai Jahan Mein Mere Lakho,
Par Tere Jaisa Kaun Hoga,
Jaisa Tu Banda Palvar,
Bhala Esa Kaun Hoga,
Main Tujhe Hi Dhoondta Hoon,
Teri Bandgi Se Pahale ॥

Mujhe Kaun Janta Tha,
Teri Bandgi Se Pahale,
Main Bujha Hua Diya Tha,
Teri Bandgi Se Pahale ॥

Tu Jo Meharban Hua Hai,
To Jahan Bhi Meharban Hai,
Ye Zameen Meharban Hai,
Aasman Bhi Meharban Hai,
Na Ye Geet Ye Bala Tha,
Teri Bandgi Se Pahale ॥

Mujhe Kaun Janta Tha,
Teri Bandgi Se Pahale,
Main Bujha Hua Diya Tha,
Teri Bandgi Se Pahale ॥
मुझे कौन जानता था तेरी बंदगी से पहले: भजन - हिन्दी में पढ़ें
मुझे कौन जानता था, तेरी बंदगी से पहले, मैं भुजा हुआ दिया था..
Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSundarkand BhajanRamayan Path BhajanVijayadashami BhajanRam Sita Vivah BhajanMorning BhajanDainik BhajanDaily BhajanPrembhushan Ji Maharaj Bhajan

Other Popular Mujhe Kaun Poochhta Tha Teri Bandagi Se Pahle Video

Mujhe Kaun Poochhta Tha Teri Bandagi Se Pahle By Pujya Rajan Ji

Mujhe Kaun Poochhta Tha Teri Bandagi Se Pahle By Shri Devkinandan Thakur

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Chalo Bulawa Aaya Hai Mata Ne Bulaya Hai

Popular and famous bhajan used on the auspicious occasion of Navdurga, Durga Puja, Navratri, Navratr

Mangal Ki Sewa Sun Meri Deva

Mangal Ki Seva Sun Meri Deva, Hath Jod Tere Dwar Khade । Pan Supari Dhwja Nariyal,

Bhor Bhai Din Chad Gaya Meri Ambey

Bhor Bhai Din Chadh Gaya Meri Ambey, Ho Rahi Jai Jai Kar Mandir Vich Aarti Jai Maa ।

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu