Mishri Se Bhi Meetha Naam Tera (मिश्री से भी मीठा नाम तेरा: भजन)


Mishri Se Bhi Meetha Naam Tera,
Tera Ji Maiya,
Unche Pahado Par Dera Dera Ji,
Tera Mandar Sunhari Sherawaliye ॥
Tere Darsh Se Maan Amrit Ki Dhaara,
Haan Jhar Jhar Baras Rahi,
Tere Darshan Paane Ko Maiya,
Hai Duniya Taras Rahi,
Maine Likh Di Arji,
Maiya Maine Bhi Likh Di Mata Arji,
Arji Ji Maiya Aage Jo Teri Marzi,
Arji Pe Meri Gaur to Karo,
Maan Sherawaliye
Mishri Se Bhi Meetha Naam Tera,
Tera Ji Maiya,
Unche Pahado Par Dera Dera Ji,
Tera Mandar Sunhari Sherawaliye ॥

Sada Aati Pahado Se Tere,
Maiyaji Hawa Sukho Se Bhari,
Baate Khushiyaan Tu Bhakto Ko Apne,
Maan Tujh Sa Dayalu Na Koi,
Tune Hai Banai, Tune Hai Banai,
Maan Tune Banai Saari Srishti Srishtiji,
Mata Chahun Main Bas Daya Ki Drishti Drishtiji,
Karo Mujhpe Mehro Ki Meharawaliye,
Mishri Se Bhi Meetha Naam Tera,
Tera Ji Maiya,
Unche Pahado Par Dera Dera Ji,
Tera Mandar Sunhari Sherawaliye ॥

Teri Jyot Maan Nyaari Nyaari,
Hai Jagmag Sadiyo Se,
Saari Duniya Mein Teri Charcha,
Main Dekh Raha Ankhiyon Se,
Komal Hai Balak, Komal Hai Balak,
Maan Komalji Balak Mata Tera Tera Ji,
‘Lakhkha’ Daal Diya Tere Dar Dera Deraji,
Maiya Jaunga Na Khali Sherawaliye,
Mishri Se Bhi Meetha Naam Tera,
Tera Ji Maiya,
Unche Pahado Par Dera Dera Ji,
Tera Mandar Sunhari Sherawaliye ॥

Mishri Se Bhi Meetha Naam Tera,
Tera Ji Maiya,
Unche Pahado Par Dera Dera Ji,
Tera Mandar Sunhari Sherawaliye ॥


दुर्गा चालीसा | आरती: जय अम्बे गौरी, मैया जय श्यामा गौरी | आरती: अम्बे तू है जगदम्बे काली | महिषासुरमर्दिनि स्तोत्रम् | माता के भजन
मिश्री से भी मीठा नाम तेरा: भजन - हिन्दी में पढ़ें
मिश्री से भी मीठा नाम तेरा, तेरा जी मैया, ऊँचे पहाड़ो पर डेरा डेरा जी, तेरा मंदर सुनहरी शेरावालिये ॥
Bhajan Maa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanVaishno Devi Bhajan BhajanGulshan Kumar Bhajan Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Jab Bhak Bulate Hain Hari Daud Ke Aate Hain

Jab Bhakt Bulate Hain, Hari Daud Ke Aate Hain ॥ Vo to Din Aur Duhkhion Ko ॥

Bhasm Tere Tan Ki Ban Jau Bholenath

Bhasm Tere Tan Ki, Ban Jaun Bholenath, Bhakti Mein Teri, Ram Jaun Bholenath, Shaam Subah Gun Tera, Gaun Bholenath, Bhakti Mein Teri, Ram Jaun Bholenath ॥

Karte Sab Pe Daya Ki Najar Shiv Bhole Shankar

Karate Sab Par Daya Ki Najar, Shiv Bhola Shankar, nBaba Bhole Baba Baba Bhole Baba,
Baba Bhole Baba Baba Bhole Baba ॥

Bhole Baba Tere Darbar Mein Jo Aate Hai

Bhole Baba Tere Darwar Main Jo Aate Hai, Jholiyan Bharate Hai Wo Khali Nahi Jate Hai,
Jholiyan Bharate Hai Wo Khali Nahi Jate Hai ॥

Kya Wo Karega Leke Chadawa

Kya vo Karega Leke Chadhava, Sab Kuchh Tyag Ke Baitha Kahin, Bhakt Nahin Vo Bhala Hai Dhundhata, Gun Dekhe Gunagan Nahin, Main Kahata Nahin Shraddha Hai Buri, Par Karm Taraju Dharm Vahi, Bhakt Nahin Vo Bhala Hai Dhundhata, Gun Dekhe Gunagan Nahin ॥