Meri Vinti Yahi Hai Gaura Rani (मेरी विनती है तुमसे गौरा रानी - भजन)


Meri Vinti Hai Tumse Gaura Rani,
Shivji Se Humen Jode Rakhna,
Japun Omkara Gaura Rani,
Japun Omkara Gaura Rani,
Shivji Se Humen Jode Rakhna,
Shivji Se Humen Jode Rakhna ॥
Tode Duniya Ke Bandhan Saare,
Main Shiv Ki Sharan Aa Gaya,
Main Shiv Ki Sharan Aa Gaya,
Japun Omkara Gaura Rani,
Japun Omkara Gaura Rani,
Shivji Se Humen Jode Rakhna,
Shivji Se Humen Jode Rakhna ॥

Shiv Naam Ki Mala Pheroon,
Gaura Ji Tera Naam Simru,
Gaura Ji Tera Naam Simru,
Maiya Gaura Tu Bholeji Ki Pyari,
Maiya Gaura Tu Bholeji Ki Pyari,
Ye Preet Sada Jode Rakhna,
Shivji Se Humen Jode Rakhna ॥

Bhole Naam Ka Main Jogi Banke,
Magan Rahoon Bhakti Mein,
Magan Rahoon Bhakti Mein,
Kahe Vairagi Shiv Vardani,
Kahe Vairagi Shiv Vardani,
Charanon Mein Tu Bithaye Rakhna,
Shivji Se Humen Jode Rakhna ॥

Meri Vinti Hai Tumse Gaura Rani,
Shivji Se Humen Jode Rakhna,
Japun Omkara Gaura Rani,
Japun Omkara Gaura Rani,
Shivji Se Humen Jode Rakhna,
Shivji Se Humen Jode Rakhna ॥
मेरी विनती है तुमसे गौरा रानी - भजन - हिन्दी में पढ़ें
मेरी विनती है तुमसे गौरा रानी, शिवजी से हमें जोड़े रखना, जपूँ ओमकारा गौरा रानी, जपूँ ओमकारा गौरा रानी, शिवजी से हमें जोड़े रखना, शिवजी से हमें जोड़े रखना ॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah BhajanAnuradha Paudwal Bhajan

Other Popular Meri Vinti Yahi Hai Gaura Rani Video

By Debashish Dasgupta

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Ram Nam Ke Heere Moti Main Bikhraun Gali Gali

Ram Nam Ke Heere Moti, Main Bikhraun Gali Gali । Krishn Nam Ke Heere Moti

Shri Krishna Govind Hare Murari

Shri Krshna Govind Hare Murari, He Nath Narayan Vasudeva॥ He Nath Narayan...

Achyutam Keshavam Krishna Damodaram

Achyutam Keshavam Lyrics in Hindi And English - Achyutam Keshavam Krishna Damodaram. Kaun Kehte Hai Bhagwan Aate Nahi..

Choti Choti Gaiyan Chote Chote Gwal

Choti Choti Gaiya, Chote Chote Gwal । Choto so Mero Madan Gopal ।

Ek Bar Jo Raghubar Ki Nazron Ka

Ek Baar Jo Raghubar Ki, Najro Ka Ishara Ho Jaye, Teri Lagan Mein Kho Jaoon Main, Duniya Se Kinara Ho Jaye ॥