Meri Maa Ambe Durga Bhawani,
Kis Jagah Tera Jalava Nahin Hai,
Tera Jalava Koi Koi Dekhe,
Har Kisi Ka Mukadar Nahi Hai,
Tera Jalwa Jalwa Jalwa,
Tera Jalwa Jalwa Jalwa,
Tera Jalava Koi Koi Dekhe,
Har Kisi Ka Mukadar Nahi Hai ॥
Meri Maiya Ke Dar Pe Jo Koi Aate,
Har Sawali Sabhi Kuch Hai Pate,
Jise Maa Par Nahi Hai Bharosha,
Sari Duniya Se Thokar Wo Khate,
Tera Jalava Koi Koi Dekhe,
Har Kisi Ka Mukadar Nahi Hai ॥
Log Pite Hain Pi Kar Ke Girate,
Hum To Pite Par Girte Nahi Hai,
Hum To Pite Hai Bhakta Ka Pyala,
Duniya Wale Se Darte Nahi Hai,
Tera Jalava Koi Koi Dekhe,
Har Kisi Ka Mukadar Nahi Hai ॥
Jisne Charon Par Sar Ko Jhukaya,
Dur Apne Gamo Ko Hataya,
Meri Maiya Ki Chokhat Jo Aate,
Phir Kahi Na Wo Sar Ko jhukate,
Tera Jalava Koi Koi Dekhe,
Har Kisi Ka Mukadar Nahi Hai ॥
Maa Ke Dar Par To aakar Ke Dekho,
Apne Ansun Bahakar To Dekho,
Tum Rote Ho Duniya Ke Aage,
Dukh Maa Ko Suna Kar To Dekho,
Tera Jalava Koi Koi Dekhe,
Har Kisi Ka Mukadar Nahi Hai ॥
Meri Maa Ambe Durga Bhawani,
Kis Jagah Tera Jalava Nahin Hai,
Tera Jalava Koi Koi Dekhe,
Har Kisi Ka Mukadar Nahi Hai,
Tera Jalwa Jalwa Jalwa,
Tera Jalwa Jalwa Jalwa,
Tera Jalava Koi Koi Dekhe,
Har Kisi Ka Mukadar Nahi Hai ॥