Mere Ram Ki Sawari (राम भजन - मेरे राम की सवारी)


Hey Utar Rahi Hey Utar Rahi
Mere Ram Ki Sawari Ho
Swagat Karta Swayam Mere
Bhole Bhandari Ho
Hey Utar Rahi Hey Utar Rahi
Mere Ram Ki Sawari Ho
Swagat Karta Swayam Mere
Bhole Bhandari Ho

Sone Ki Nagri Ratnon Ki Dharti
Chamak Nyaari Ho
Swagat Karta Swayam Mere
Bhole Bhandari Ho

Ek Hi Naam Ka
Ek Hi Kaam Ka
Chahoon Aur Ghan Ghor
Jay Ghosh Shri Ram Ka

Badal Raha Yug Badal Raha Heri
Badal Raha Yug Badal Raha
Devon Ne Aarti Utaari Ho

Swagat Karta Swayam Mere
Bhole Bhandari Ho
Swagat Karta Swayam Mere
Bhole Bhandari Ho

Humare Bhi Dware
Tumhare Bhi Dware
Aangan Aangan Ghar Ghar
Ram Ji Padhare

Jhoome Nabh Jal Thal
Teenon Lokon Mein Hal Chal
Mach Rahi Bhari Ho

Swagat Karta Swayam Mere
Bhole Bhandari Ho

Hey Utar Rahi Hey Utar Rahi
Mere Ram Ki Sawari Ho
Swagat Karta Swayam Mere
Bhole Bhandari Ho

Sone Ki Nagri Ratnon Ki Dharti
Chamak Nyari Ho
Swagat Karta Swayam Mere
Bhole Bhandari Ho

Swagat Karta Swayam Mere
Bhole Bhandari Ho
Swagat Karta Swayam Mere
Bhole Bhandari Ho

Bhole Bhandari Ho
राम भजन - मेरे राम की सवारी - हिन्दी में पढ़ें
हे उतर रही हे उतर रही, मेरे राम की सवारी हो, स्वागत करता स्वयं मेरे, भोले भंडारी हो..
Bhajan Ayodhya BhajanDiwali BhajanRam Mandir BhajanShri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanVijay Dashami BhajanSunderkand BhajanRamcharitmanas Katha BhajanAkhand Ramayana BhajanKailash Kher Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Gopi Geet - Jayati Te Dhikam Janmana

Jayati Tedhikan Janmana Vrajah Shrayat Indira Shashvadatr Hi । Dayit Drshyatan Dikshu Tavaka Stvayi Dhrtasavastvan Vichinvate ॥

Meri Binti Yahi Hai Radha Rani

Meri Binti Yahi Hai Radha Rani, Kripa Barsae Rakhna

Na Dhan Dharti Na Dhan Chahata Hun: Kamana

Na Main Dhan Dharti Na Dhan Chahata Hun । Krpa Ka Teri Ek Kan Chahata Hun | Rahe Naam Tera Vo Chahun Main Rasna

Radhike Le Chal Parli Paar

Radhike Le Chal Parli Paar Kishori Le Chal Parli Paar, Shyama Chal Parli Paar

Tum Karuna Ke Sagar Ho Prabhu

Tum Karuna Ke Sagar Ho Prabhu, Meri Gagar Bhar Do Thake Panv Hai