Mere Ram Ayodhya Aaye (मेरे राम अयोध्या आए: भजन)


Utsav Bhari Sabhi Manao Ri,
Mere Ram Ayodhya Aaye,
Mere Ram Ayodhya Aaye,
Prabhu Ram Apane Ghar Aaye ॥
Sang Mein Aaye Pyare Lakshman Bhaya,
Pranon Se Pyari Hai Sita Maiya,
Deepo Se Ghar Ko Sajao Ri,
Mere Ram Ayodhya Aaye,
Utsav Bhari Sabhi Manao Ri,
Mere Ram Ayodhya Aaye ॥

Barason Ki Tapasya Aaj Rang Lae,
Har Ghar Main Khushali Chae,
Sab Nacho Dhum Machao Ri,
Mere Ram Ayodhya Aaye,
Utsav Bhari Sabhi Manao Ri,
Mere Ram Ayodhya Aaye ॥

Ham Hain Ram Ke Ram Hamare,
Kan Kan Bole Shree Ram Ke Jaykare,
Sang Kunaal Ke Ankit Bhi Gaye,
Mere Ram Ayodhya Aaye,
Utsav Bhari Sabhi Manao Ri,
Mere Ram Ayodhya Aaye ॥
मेरे राम अयोध्या आए: भजन - हिन्दी में पढ़ें
उत्सव भारी सभी मनाओ री, मेरे राम अयोध्या आए, मेरे राम अयोध्या आए, प्रभु राम अपने घर आए ॥
Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSundarkand BhajanRamayan Path BhajanVijayadashami BhajanRam Sita Vivah BhajanMorning BhajanDainik BhajanDaily BhajanInstrumental BhajanRahul Pandit Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Maa Rewa: Tharo Pani Nirmal

Ma Rewa Tharo Paani Nirmal, Khal Khal Behto Jaye Re..

Maa Sharde Kaha Tu Veena Baja Rahi Hain

Maa Sharde Kahan Tu, Veena Baja Rahi Hain, Kis Manju Gyan Se Tu

Bhajan Maa Sharade Vandana

Hai Sharade Maa, Hai Sharade Maa, Agyanta Se Hamen Taar De Maa ।

Saraswati Amritwani

Suramay Veena Dharini, Saraswati Kala Nidhaan, Paavan Aasheesh Se Karade, Jan Jan Ka Kalyaan ।..