Mera Milan Kara Do Shree Ram Se (मेरा मिलन करा दों श्री राम से: भजन)


Sagar Sagar Paar Se Siya Ka,
Samachar Lane Wale,
Hanuman Ji Tum,
Ram Ji Ke Kaam Ane Wale,
Maine Bola Hai Prasad Tere Naam Se,
Mera Milan Kar Do Shree Ram Se,
Mera Milan Kar Do Shree Ram Se ॥
Hey Siya Ram Ke Pyare,
Ek Jogan Tumhai Pukare,
Viswas Hai Mera Priyatam,
Mil Jaye Tumhare Dware,
Sankat Mochan Sankat Har Do,
Mangal Ke Din Mangal Kar Do,
Khali Haath Na Lotunga Main,
Tere Dham Se,
Mera Milan Kar Do Shree Ram Se,
Mera Milan Kar Do Shree Ram Se ॥

Wo Mane Ya Na Mane,
Maine Maan Liya Use Apna,
Wahi Mera Jivan Saathi,
Bichade Mit Milane Wale,
Sabka Kaj Banale Wale,
Badi Ash Leke Aaya Hun,
Mera Milan Kar Do Shree Ram Se,
Mera Milan Kar Do Shree Ram Se ॥

Mangal Murat Marruti Nandan,
Sakal Mul Niakandan,
Duniya Ke Nayak Raghunayak,
Dasharath Kousalya Ke Nandan,
Charon Jag Pratap Tumhara,
Hey Prasiddha Jagat Ujiyara,
Guru Brjamohan,
Devendr Bhi Lag Jaye Kaam Se,
Mera Milan Kar Do Shree Ram Se,
Mera Milan Kar Do Shree Ram Se ॥

Sagar Sagar Paar Se Siya Ka,
Samachar Lane Wale,
Hanuman Ji Tum,
Ram Ji Ke Kaam Ane Wale,
Maine Bola Hai Prasad Tere Naam Se,
Mera Milan Kar Do Shree Ram Se,
Mera Milan Kar Do Shree Ram Se ॥
मेरा मिलन करा दों श्री राम से: भजन - हिन्दी में पढ़ें
सागर सागर पार से सिया का, समाचार लाने वाले, हनुमान जी तुम, राम जी के काम आने वाले, मैंने बोला है प्रसाद तेरे नाम से, मेरा मिलन करा दो श्री राम से, मेरा मिलन करा दों श्री राम से ॥
Bhajan Hanuman BhajanBalaji BhajanBajrangbali BhajanHanuman Janmotsav BhajanHanuman Jyanti BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanHanuman Path BhajanSundar Kand Path Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Maa Rewa: Tharo Pani Nirmal

Ma Rewa Tharo Paani Nirmal, Khal Khal Behto Jaye Re..

Maa Sharde Kaha Tu Veena Baja Rahi Hain

Maa Sharde Kahan Tu, Veena Baja Rahi Hain, Kis Manju Gyan Se Tu

Bhajan Maa Sharade Vandana

Hai Sharade Maa, Hai Sharade Maa, Agyanta Se Hamen Taar De Maa ।

Saraswati Amritwani

Suramay Veena Dharini, Saraswati Kala Nidhaan, Paavan Aasheesh Se Karade, Jan Jan Ka Kalyaan ।..