Matki Aap Chtak Gai Hoygi (मटकी आप चटक गई होयगी - भजन)


Matki Aap Chatak Gai Hoygi
Lalay Dekh Matak Gai Hoygi
Mere Lalla Ko Dosh Lagaibe
Bansi Pakad Latak Gai Hoygi
Roj Savere Mera Kanhaiya
Gaiya Charaive Jaave Hai
Tu Alabeli Naar Naveli
Lalay Jaye Rijhabe Hai
Are Panv Se Pao Atak Gai Hoygi
Yamuna Ki Ret Rapat Gai Hoygi
Mere Lalla Ko Dosh Lagae Be
Bansi Pakad Latak Gai Hoygi

Are Dhan Maya Ki Kami Nahin Hai
Teri Akal Ka Tota Hai Aur
Tum to Ho Rahi Jwan Dhingri
Mera Kanhaiya Chhota Hai
Are Maakhan Aap Gatak Gai Hoygi
Are Kaur Saaph Satak Gai Hoygi
Mere Lalla Ko Dosh Lagae Be
Bansi Pakad Latak Gai Hoygi

Are Bansi Sunani Tum Mohan Ki
Tum Madhuban Bhi Jaati Ho
Are De De Kulcha Laal Gaal Kari
Hansti Aur Hansati Ho
Bansi Ki Dhun Par Matak Gai Hoygi
Lalay Pakad Masak Gai Hoygi
Mere Lalla Ko Dost Lagave
Bansi Pakad Latak Gai Hoygi

Matki Aap Chatak Gai Hoygi
Lalay Dekh Matak Gai Hoegi
Mere Lalla Ko Dosh Lagaave
Bansi Pakad Latak Gai Hoygi
मटकी आप चटक गई होयगी - भजन - हिन्दी में पढ़ें
मटकी आप चटक गई होयगी, लालय देख मटक गई होयगी, मेरे लल्ला को दोष लगाइबे
Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanLaddu Gopal BhajanRadhashtami BhajanIskcon BhajanGopi BhajanVinay Shastri Bhajan

Other Popular Matki Aap Chtak Gai Hoygi Video

Mohit Shastri

Instagram Reel, Instagram Stories, YouTube Short

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Chalo Bulawa Aaya Hai Mata Ne Bulaya Hai

Popular and famous bhajan used on the auspicious occasion of Navdurga, Durga Puja, Navratri, Navratr

Mangal Ki Sewa Sun Meri Deva

Mangal Ki Seva Sun Meri Deva, Hath Jod Tere Dwar Khade । Pan Supari Dhwja Nariyal,

Bhor Bhai Din Chad Gaya Meri Ambey

Bhor Bhai Din Chadh Gaya Meri Ambey, Ho Rahi Jai Jai Kar Mandir Vich Aarti Jai Maa ।

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu