Manga Hai Bholenath Se Vardan Ek Hi (माँगा है भोलेनाथ से, वरदान एक ही - भजन)


Manga Hai Bholenath se,
Vardan Ek Hi,
Teri Kripa Bani Rahe,
Jab Tak Hai Jindegi,
Manga Hai Bholenath se,
Vardan Ek Hi ॥
Jis Par Tumhara Haath Tha,
Wo Paar Ho Gaya,
Jo Bhi Sharan Mein Aa Gaya,
Udhhar Ho Gaya,
JIsne Bharosa Kar Liya,
Duba Kabhi Nahi,
Teri Krupa Bani Rahe,
Jab Tak Hai Jindegi,
Manga Hai Bholenath se,
Vardan Ek Hi ॥

Koi Samajh Saka Nahin,
Maaya Badi Ajib,
Charanon Mein Jo Bhi Aa Gaya,
Vo To Hai Khushanasib,
Iske To Marji Ke Bina,
Patta Hile Nahi,
Teri Krupa Bani Rahe,
Jab Tak Hai Jindegi,
Manga Hai Bholenath se,
Vardan Ek Hi ॥

Aise Dayalu Baba Se,
Rishta Banaiye,
Milata Rahega Aapako,
Jo Kuchh Bhi Chaahie,
Aisa Karishma Hoga Jo,
Pahale Hua Nahin,
Teri Krupa Bani Rahe,
Jab Tak Hai Jindegi,
Manga Hai Bholenath se,
Vardan Ek Hi ॥

Kahate Hai Log Jindagi,
Kismat Ki Baat Hai,
Kismat Banana Bhi Magar,
Baba Ke Haath Hai,
‘Banawari’ Karale Tu Yakin,
Jyaada samay nahin,
Teri Krupa Bani Rahe,
Jab Tak Hai Jindegi,
Manga Hai Bholenath se,
Vardan Ek Hi ॥

Manga Hai Bholenath se,
Vardan Ek Hi,
Teri Kripa Bani Rahe,
Jab Tak Hai Jindegi,
Manga Hai Bholenath se,
Vardan Ek Hi ॥
माँगा है भोलेनाथ से, वरदान एक ही - भजन - हिन्दी में पढ़ें
माँगा है भोलेनाथ से, वरदान एक ही, तेरी कृपा बनी रहे, जब तक है ज़िंदगी, मांगा है भोलेनाथ से, वरदान एक ही ॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah BhajanVijay Soni Bhajan

Other Popular Manga Hai Bholenath Se Vardan Ek Hi Video

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Aise Chup Na Raha Keejie Radhe Radhe Kaha Keejie

Aise, Chup Na, Raha Keejie ॥, Radhe Radhe, Kaha Keejie ॥, Aise, Chup Na, Raha Keejie ॥

Jai Radha Madhav, Jai Kunj Bihari

Jai Radha Madhav, Jai Kunj Bihari, Jai Gopi Jan Ballabh, Jai Giradhar Hari...

Gokul Ki Har Gali Mein Mathura Ki Har Gali Me

Gokul Ki Har Gali Mein, Mathura Ki Har Gali Me, Kanha Ko Dhunta Rahun, Duniya Ke Har Gali Mein ॥

Bhajan: Sabse Unchi Prem Sagai

Sabase Unchi Prem Sagai । Duryodhan Ke Mewa Tyagyo, Saag Vidur Ghar Khai..

Shri Ram Jay Ram Jay Jay Ram Dhun

Shri Ram, Jai Ram, Jai Jai Ram, Shri Ram, Jai Ram, Jai Jai Ram..