Maiya Tumse Meri Choti Si Hai Arji (मैया तुमसे मेरी, छोटी सी है अर्जी: भजन)


Maiya Tumse Meri,
Choti Si Hai Arji,
Mano Ya Na Mano,
Aage Teri Marji,
Mavadi Rakhle Tu,
Charon Ke Paas ॥
Main Nit Uth Ke Dadi,
Mandir Buharunga,
Tumhai Dekh Dekh Maiya,
Jeevan Sawarunga,
Bas Itni Si Meri,
Maiya Hai Khudgarji,
Mano Ya Na Mano,
Aage Teri Marji,
Mavadi Rakhle Tu,
Charon Ke Paas ॥

Jab Bhog Lagaogi,
Aashan Lagaunga,
Bade Prem Se Dadi,
Pankha Dulaunga,
Maan Ke Bhabo Ki Maa,
Gathadi Aage Dhar De,
Mano Ya Na Mano,
Aage Teri Marji,
Mavadi Rakhle Tu,
Charon Ke Paas ॥

Jab Nind Aayegi Maa,
Lori Sunaunga,
Bade Prem Bhas Se Maa,
Tere Charan Dabaunga,
Kahe ‘Shyaam’ Satao Na,
Ab Maan Lo Maa Jaldi,
Mano Ya Na Mano,
Aage Teri Marji,
Mavadi Rakhle Tu,
Charon Ke Paas ॥

Maiya Tumse Meri,
Choti Si Hai Arji,
Mano Ya Na Mano,
Aage Teri Marji,
Mavadi Rakhle Tu,
Charon Ke Paas ॥
मैया तुमसे मेरी, छोटी सी है अर्जी: भजन - हिन्दी में पढ़ें
मैया तुमसे मेरी, छोटी सी है अर्जी, मानो या ना मनो, आगे तेरी मर्जी, मावड़ी रखले तू, चरणों के पास ॥
Bhajan Maa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanShukravar BhajanFriday BhajanAshtami BhajanGupt Navratri BhajanJeen Bhawani BhajanJeen Mata BhajanRajasthani BhajanKuldevi Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Suraj Ki Garmi Se Jalte Hue Tan Ko

Jaise Suraj Ki Garmi Se Jalte Hue Tan Ko Mil Jaaye Taruvar Ki Chhaya...

Bharosa Kar Tu Ishwar Par

Bharosa Kar Tu Ishwar Par, Tujhe Rona Nahi Hoga । Yah Jeevan Beet Jayega, Tujhe Rona Nahi Hoga ॥ Kabhi Sukh Hai Kabhi Dukh Hai...

Bhajan: Jyot Se Jyot Jagate Chalo

Jyot Se Jyot Jagate Chalo, Jyot Se Jyot Jagate Chalo, Prem Ki Ganga Bahate Chalo, Prem Ki Ganga Baha...

Tu Pyar Ka Sagar Hai

Tu Pyar Ka Sagar Hai, Teri Ek Bund Ke Pyase Ham। Lauta Jo Diya Tune..

Tora Man Darpan Kahlaye

Tora Man Darpan Kahlaye, Bhale, Bure, Saare Karmon Ko, Dekhe Aur Dikhaye...