Maine Mann Ko Mandir Banaya,
O Gauri Maiya Ke Laala,
Teri Murat Ko Usne Sajaya,
O Gauri Maiya Ke Laala,
O Gauri Maiya Ke Laala ॥
Har Karaj Mein Jo Bhi Prani,
Tujhako Pratham Hi Dhyave,
Kisi Kism Ki Hani Na Ho,
Kaam Siddh Ho Jave,
Gajamukh Wale O Rakhawale,
Gajamukh Wale O Rakhawale,
Kar Humpe Tu Karam,
Kar Humpe Tu Karam,
Maine Mann Ko Mandir Banaya,
O Gauri Maiya Ke Laala ॥
Natamastak Jo Tere Hove,
Tar Jawe Wo Sansari,
Riddhi Siddhi Tu Hi Deta,
Muse Ki Kare Sawari,
Tu Gunvant Tu Bhagvant,
Tu Gunvant Tu Bhagvant,
Kar Humpe Tu Karam,
Kar Humpe Tu Karam,
Maine Mann Ko Mandir Banaya,
O Gauri Maiya Ke Laala ॥
Tu Sanchalak Sabaka Maalik,
Vighn Vinash Ko Tale,
Tu Gunavanta Tu Bhagavanta,
Sabko Tu Hi Sambhale,
O Gananayak O Sukhadayak,
O Gananayak O Sukhadayak,
Naman Kare Tujhe Hum,
Naman Kare Tujhe Hum,
Maine Mann Ko Mandir Banaya,
O Gauri Maiya Ke Laala ॥
Maine Mann Ko Mandir Banaya,
O Gauri Maiya Ke Laala,
Teri Murat Ko Usne Sajaya,
O Gauri Maiya Ke Laala,
O Gauri Maiya Ke Laala ॥