Navadurga, Durga Pooja, Navaratri, Navaratre, Navratri, Mata Ki Chauki, Devi Jagran, Jagrata, Shukravar Durga Tatha Ashtmi Ke Shubh Avsar Par Gaye Jane Vala Prasiddh Va Lokapriy Bhajan. Yah Bhajan Prarambhik Daur Me Gayika
Anuradha Paudwal Dwara Gaya Gaya Hai ।
Mai Hoon Beti Tu Hai Mata,
Ye Hai Janam-janam Ka Nata ।
Mai Hoon Beti Tu Hai Mata,
Ye Hai Janam-janam Ka Nata ।
Mata Raniyen Tujhe Main Bulane Aai Hoon,
Main Baten Kuchh Sunne Sunane Aai Hoon ।
Mai Hoon Beti Tu Hai Mata,
Ye Hai Janam-janam Ka Nata ।
Bachcho Se Maan Roz Roz Rootha Na Karo,
Mere Vishwas Ko Maan Jhootha Na Karo ।
Chhodo Gusse Gile Sab,
Maan Laga Lo Gale Ab ।
Teri Mamta Ki Dor Ko Hilane Aai Hoon,
Main Baten Kuch Sunne Sunane Aai Hoon ।
Mai Hoon Beti Tu Hai Mata,
Ye Hai Janam-janam Ka Nata ।
Astha Ka Aur Na Imtihan Lo,
Nirdosh Vinay Meri Ab Maan Lo ।
Poori Kar Bhi Do Aas,
Maan Bitha Lo Apne Paas ।
Sachchi Shraddha Ka Bhog Main Lagane Aai Hoon,
Main Baten Kuch Sunne Sunane Aai Hoon ।
Mai Hoon Beti Tu Hai Mata,
Ye Hai Janam-janam Ka Nata ।
Moorti Mein Hoti Na Agar Atma,
Dharna Bhakt Kaise Pata Paramatma ।
Nahin Mook Tu Pasha Teri Pindi Mein Hai Pran,
Sari Duniya Ko Ye Dikhalane Aai Hoon ।
Main Baten Kuch Sunane Sunane Aai Hoon ।
Mai Hoon Beti Tu Hai Mata,
Ye Hai Janam-janam Ka Nata ।
Ambe Raniyen Main Tujhko Bulane Aai Hoon
Main Baten Kuchh Sunne Sunane Aai Hoon ।