Mai Sabke Bal Gopal Sada Khushal Rahe (माई सबके बाल गोपाल, सदा खुशहाल रहे - भजन)


Maai Sabke Bal Gopal,
Sada Khushal Rahe,
Khushal Rahe Malamal Rahe,
Main Sabke Bal Gopal,
Sada Khushal Rahe ॥
Hanste Rahe Naino Ke Tare,
Hanste Rahe Naino Ke Tare,
Palna Mein Khele Lal,
Sada Khushal Rahe,
Main Sabke Bal Gopal,
Sada Khushal Rahe ॥

Bahan Lagaye Dooj Ka Teeka,
Bahan Lagaaye Dooj Ka Teeka,
Rakhi Bandhe Har Saal,
Sada Khushal Rahe,
Main Sabke Bal Gopal,
Sada Khushal Rahe ॥

Rahe Amar Godi Ke Khilona,
Rahe Amar Godi Ke Khilona,
Paas Na Aave Kaal,
Sada Khushal Rahe,
Main Sabke Bal Gopal,
Sada Khushal Rahe ॥

Jude Lakshmi Inke Angna,
Jude Lakshmi Inke Angna,
Sada Rahe Mala Maal,
Sada Khushal Rahe,
Main Sabke Bal Gopal,
Sada Khushal Rahe ॥

Maai Sabke Bal Gopal,
Sada Khushal Rahe,
Khushal Rahe Malamal Rahe,
Main Sabke Bal Gopal,
Sada Khushal Rahe ॥

दुर्गा चालीसा | आरती: जय अम्बे गौरी, मैया जय श्यामा गौरी | आरती: अम्बे तू है जगदम्बे काली | महिषासुरमर्दिनि स्तोत्रम् | माता के भजन
माई सबके बाल गोपाल, सदा खुशहाल रहे - भजन - हिन्दी में पढ़ें
माई सबके बाल गोपाल, सदा खुशहाल रहे, खुशहाल रहे मालामाल रहे, माईं सबके बाल गोपाल, सदा खुशहाल रहे ॥
Bhajan Maa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanShukravar BhajanFriday BhajanAshtami BhajanGupt Navratri BhajanJeen Bhawani BhajanJeen Mata BhajanRajasthani BhajanKuldevi Bhajan

Other Popular Mai Sabke Bal Gopal Sada Khushal Rahe Video

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Mere Prabhu Ram Aye Hain

Avadh Me Horahi Jai Jaikar, Mere Prabhu Ram Aaye Hain, Avadh Me Ho Rahi Jai Jaikar, Mere Prabhu Ram Aaye Hain

Raghupati Raghav Raja Ram

Raghupati Raghava RajaRam, Patita Paavana SitaRam ॥ Sunder Vigraha MeghaShyam, Ganga Tulsi Shalagram ॥

Chalo Ram Ke Dham Ayodhya, Ram Bulate Hain

Chalo Ram Ke Dham Ayodhya Ram Bulate Hai, Saj Gai Nagri Raghav Ki Hum Khabar Sunate Hain

Jan Jan Ka Udhar Karegi Ram Katha

Jan Jan Ka Uddhaar, Karegi Ram Katha, Jan Jan Ka Kalyan, Karegi Ram Katha ॥

Kirpa Khub Kari Hai Aaj to Natho Ke Nath Ji

Kirpa Khub Kari Hai Aaj to Natho Ke Nath Ji Sabko Darshan Dene Nikale Shri Jagannath Ji