Mahabhakt Hanuman (महाभक्त हनुमान:भजन)


Laal Deh Laali Lase Arudhari Laal Langur,
Bajra Deh Danav Dalan Jay Jay Jay Kapisur ॥
Mahaveer Hai Mahabali Hai Mahabhakt Hanuman Mere,
Nit Ram Bhajan Mein Ram Lagan Mein Sewarat Hanuman Mere,
Mahagyani Hai Mahadani Hai Mahasanta Hanuman Mere,
Mangal ko Janme Mangal Jag Mein Sada Karat Hanuman Mere ॥

Siyavar Ram Chandra Ki Jay Umapati Mahadev Ki Jay,
Bolo Bajarangbali Ki Jay Ram Ke Param Bhakt Ki Jay ॥

Harihar Ki Hai Lila Hanumat Akhanda Sanatan Dharm Prasarak,
Hari Japate Nit Har Har Shambhu Shambhu Bhi Shree Ram Upasak,
Ram Ram Shree Ram Upasak,
Shankar Suvana Rudra Barahave Ramdut Hanuman Mere,
Nit Ram Bhajan Mein Ram Lagan Mein Sewarat Mere hanuman ॥
BhaktiBharat Lyrics

Chod Chale Jab Dhara ko Raghuvar Kapi Ne Jag Ka Bhar Liya,
Bhed Jaan Sindur Ka Sindur Mein Chola Saan liya,
Bhakti ko Samman Diya,
Chir Ke Sina Siyaram Ko Darsavat Hanuman Mere,
Nit Ram Bhajan Mein Ram Lagan Mein Sewarat Mere hanuman ॥
महाभक्त हनुमान:भजन - हिन्दी में पढ़ें
महावीर हैं महाबली हैं महाभक्त हनुमान मेरे, नित राम भजन में राम लगन में सेवारत हनुमान मेरे, महाज्ञानी है महादानी हैँ महासंत हनुमान मेरे, मंगल को जन्मे मंगल जग में  सदा करत हनुमान मेरे ॥
Bhajan Hanuman BhajanBalaji BhajanBajrangbali BhajanHanuman Janmotsav BhajanHanuman Jyanti BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanHanuman Path BhajanSundar Kand Path Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Durga Hai Meri Maa Ambe Hai Meri Maa

Durga Hai Meri Maa, Ambe Hai Meri Maa | Jo Bhi Dar Pe Aae, Jay Ho

Meri Vipda Taal Do Aakar

Meri Vipda Taal Do Aakar, Hey Jag Janani Mata, Sheron Wali Mata ॥

Dadi Itni Kirpa Kariye

Dadi Itni Kirpa Kariye, Dar Te Aavta Rava, Main to Thare Darbar Se Mangta Raha ॥

Bade Maan Se Zamana Maa Tujhe Pujata Hai

Bade Maan Se Jamana, Maan Tumko Poojta Hai, Tere Naam Ka Tarana...

Woh Hai Jag Se Bemisal Sakhi

Popular and famous bhajan used on the auspicious occasion of Navdurga, Durga Puja, Navratri, Navratr