Maa Ho To Aisi Ho Aisi Ho (माँ हो तो ऐसी हो ऐसी हो: भजन)


Haan Maan Ho to Aisi Ho Aisi Ho
Aisi Ho Kali Maiyyan Tere Jaisi Ho
Haan Maan Ho to Aisi Ho Aisi Ho
Are Aisi Ho Kali Maiyyan Tere Jaisi Ho
Mahakali Maiyyan Tere Jaisi Ho
Mahakali Maiyyan Tere Jaisi Ho
Adbhut Hain Roop Tera Shakti Apar
Parihar Bhrm Bhi Paye Na Paar
Sunle Pukar Meri Naiyyan Majdhar
Kar Beda Paar Tera Bada Upkar

Haan Adbhut Hain Roop Tera Shakti Apar
Parihar Bhrm Bhi Paye Na Paar
Sunle Pukar Meri Naiyyan Majdhar
Kar Beda Paar Tera Bada Upkar
Soorat Hain Nyari Sabse Tu Pyari
Jaye Ham Vaari Teri Balihari
Rakt Baalharini Rakt Push Dharini
Kashth-nivarini Mangal Karini

Maan Ho to Aisi Ho Aisi Ho
Aisi Ho Kali Maiyyan Tere Jaisi Ho
Haan Maan Ho to Aisi Ho Aisi Ho
Aisi Ho Kali Maiyyan Tere Jaisi Ho
Mahakali Maiyyan Tere Jaisi Ho
Mahakali Maiyyan Tere Jaisi Ho

Charanon Mein Tere Maan De De Sharan
Darshan Ke Pyase Hain Ye Do Nayan
Gaye Bhajan Kare Tera Sumiran
Kare Din Raat Maiyan Tera Kirtan

Haan Charanon Mein Tere Maan De De Sharan
Darshan Ke Pyase Hain Ye Do Nayan
Gaaye Bhajan Kare Tera Sumiran
Kare Din Raat Maiyan Tera Kirtan
Mannat Sabhi Ki Poori Tu Karti
Aaye Tere Dwar Jo Bhi Nar Naari
Maiyan Tu Dayalu Hai Maiyan Tu Krpali Hai
Tu Hain Duhkh Harni Tu Sukh Karni

Maan Ho to Aisi Ho Aisi Ho
Are Aisi Ho Kali Maiyyan Tere Jaisi Ho
Haan Maan Ho to Aisi Ho Aisi Ho
Aisi Ho Kali Maiyyan Tere Jaisi Ho
Mahakali Maiyyan Tere Jaisi Ho
Mahakali Maiyyan Tere Jaisi Ho
Mahakali Maiyyan Tere Jaisi Ho
Mahakali Maiyyan Tere Jaisi Ho
माँ हो तो ऐसी हो ऐसी हो: भजन - हिन्दी में पढ़ें
हाँ माँ हो तो ऐसी हो ऐसी हो, अरे ऐसी हो काली मैय्यां तेरे जैसी हो, महाकाली मैय्यां तेरे जैसी हो...
Bhajan Maa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanMaa Durga BhajanLakha BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanShukravar BhajanFriday Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Main Nahi Mera Nahi Ye Tan

Main Nahin, Mera Nahin, Yah Tan Kisi Ka Hai Diya । Jo Bhi Apne Paas Hai..

Tere Dar Ki Bhikh Se Hai, Mera Aaj Tak Guzaara

Tere Dar Ki Bhikh Se Hai, Mera Aaj Tak Guzaara, Jivan Ka Hai Adhar, Jine Ka Hai Sahara, Tere Dar Ki Bhikh Se Hai, Mera Aaj Tak Guzaara ॥

Prabhu Jo Tumhe Hum Batakar Ke Roye

Prabhu Jo Tumhe Hum, Batakar Ke Roye, Batakar Ke Roye, Use Dil Main Kab Se, Daba Kar Ke Roye, Prabhu Jo Tumhe Hum, Batakar Ke Roye ॥

Mandir Mein Aao Mohan Darshan Ko Bheed Hai

Mandir Mein Aao Mohan, Darshan Ko Bheed Hai, Sevakia Bulave Pyare, Thari Hi Udik Hai, Mandir Mein Aao Mohan ॥

Radhe Radhe Kahiye Lagde Nahi Rupaiye

Radhe Radhe Kahiye Lagde Nahi Rupaiye, Rab Ne Saanu Ankhiya Ditiya, Ankhiya Ditiya Ankhiya Ditiya..