Lalla Ki Sun Ke Mai Aayi Yashoda Maiya Dedo Badhai (लल्ला की सुन के मै आयी यशोदा मैया देदो: बधाई भजन)


This song or bhajan is very popular in the Hindu community of India, during the celebration of newborn baby!

Lalla Ki Sun Ke Mai Aayi,
Yashoda Maiya Dedo Badhai,
Kanha Ki Sunake Mai Aayi,
Yashoda Maiya Dedo Badhai,
Lala Janam Sun Aayi,
Yashoda Maiya Dedo Badhai ।
Dedo Badhai Maiya Dedo Badhai,
Lalla Ki Sun Ke Mai Aayi,
Yashoda Maiya Dedo Badhai ।

Teeka Bhi Loongi Maiya,
Bindiyan Bhi Loongi,
Resham Ki Loongi Rajai,
Yashoda Maiya Dedo Badhai ।

Sari Bhi Loongi Maiya,
Lahanga Bhi Loongi,
Dhoti Bhi Loongi Maiya,
Kurta Bhi Loongi,
Pagadi Ki Hogi Chadhai,
Yashoda Maiya Dedo Badhai ।

Harava Bhi Loongi Maiya,
Chudi Bhi Loongi,
Kangana Pe Hogi Chadhai,
Yashoda Maiya Dedo Badhai ।

Chandra Sakhi Bhaj,
Bal Krshna Chhavi,
Nit Nit Jaoon Balihari,
Yashoda Maiya Dedo Badhai ।

Lalla Ki Sun Ke Mai Aayi,
Yashoda Maiya Dedo Badhai,
Kanha Ki Sunake Mai Aayi,
Yashoda Maiya Dedo Badhai,
Lala Janam Sun Aayi,
Yashoda Maiya Dedo Badhai ।
लल्ला की सुन के मै आयी यशोदा मैया देदो: बधाई भजन - हिन्दी में पढ़ें
नवजात शिशु के जन्म बधाई की खुशी मे यह गीत, भजन भारत मे बहुत लोकप्रिय हैं! लल्ला की सुन के मै आयी यशोदा मैया देदो बधाई,
Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanNewborn BhajanBadhai BhajanLaddu Gopal BhajanRadhashtami BhajanPhalguna BhajanIskcon BhajanShri Shyam Bhajan

Other Popular Lalla Ki Sun Ke Mai Aayi Yashoda Maiya Dedo Badhai Video

By Maithili Thakur

By Poonam Didi

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Durga Hai Meri Maa Ambe Hai Meri Maa

Durga Hai Meri Maa, Ambe Hai Meri Maa | Jo Bhi Dar Pe Aae, Jay Ho

Meri Vipda Taal Do Aakar

Meri Vipda Taal Do Aakar, Hey Jag Janani Mata, Sheron Wali Mata ॥

Dadi Itni Kirpa Kariye

Dadi Itni Kirpa Kariye, Dar Te Aavta Rava, Main to Thare Darbar Se Mangta Raha ॥

Bade Maan Se Zamana Maa Tujhe Pujata Hai

Bade Maan Se Jamana, Maan Tumko Poojta Hai, Tere Naam Ka Tarana...

Woh Hai Jag Se Bemisal Sakhi

Popular and famous bhajan used on the auspicious occasion of Navdurga, Durga Puja, Navratri, Navratr