Koi Lakh Kare Chaturayi (कोई लाख करे चतुरायी: भजन)


Koi Lakh Kare Chaturayi,
Karam Ka Lekh Mite Na Re Bhai,
Karam Ka Lekh Mite Na Re Bhai ॥
Jara Samjho Iski Sachchai Re,
Karam Ka Lekh Mite Na Re Bhai ॥
Is Duniya Mein,
Bhagya Ke Age,
Chale Na Kisi Ka Upay,
Kagad Ho to,
Sab Koi Banche,
Karam Na Bancha Jae,
Is Din Isi,
Kismat Ke Karan,
Van Ko Gae the Raghurai Re,
Karam Ka Lekh Mite Na Re Bhai ॥

Koi Lakh Kare Chaturayi,
Karam Ka Lekh Mite Na Re Bhai,
Karam Ka Lekh Mite Na Re Bhai ॥

Kahe Manva Dheeraj Khota,
Kahe Tu Nahak Roye,
Apna Socha Kabhi Na Hota,
Bhagya Kare to Hoe,
Chahe Ho Raja Chahe Bhikhari,
Thokar Sabhi Ne Yahan Khayi Re,
Karam Ka Lekh Mite Na Re Bhai ॥

Koi Lakh Kare Chaturayi,
Karam Ka Lekh Mite Na Re Bhai,
Karam Ka Lekh Mite Na Re Bhai ॥
कोई लाख करे चतुरायी: भजन - हिन्दी में पढ़ें
कोई लाख करे चतुरायी, करम का लेख मिटे ना रे भाई, जरा समझो इसकी सच्चाई रे...
Bhajan Arya Samaj BhajanVed BhajanVedic BhajanHawan BhajanYagya BhajanMotivational BhajanMorning BhajanDainik BhajanDaily BhajanPrarthana BhajanVandana BhajanJain BhajanJainism BhajanSchool BhajanCollage BhajanGurukul BhajanInspirational BhajanShanti Dham Pradeep Bhajan

Other Popular Koi Lakh Kare Chaturayi Video

Koi Lakh Kare Chaturayi By Singer Kanhaiya Ji

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Suraj Ki Garmi Se Jalte Hue Tan Ko

Jaise Suraj Ki Garmi Se Jalte Hue Tan Ko Mil Jaaye Taruvar Ki Chhaya...

Bharosa Kar Tu Ishwar Par

Bharosa Kar Tu Ishwar Par, Tujhe Rona Nahi Hoga । Yah Jeevan Beet Jayega, Tujhe Rona Nahi Hoga ॥ Kabhi Sukh Hai Kabhi Dukh Hai...

Bhajan: Jyot Se Jyot Jagate Chalo

Jyot Se Jyot Jagate Chalo, Jyot Se Jyot Jagate Chalo, Prem Ki Ganga Bahate Chalo, Prem Ki Ganga Baha...

Tu Pyar Ka Sagar Hai

Tu Pyar Ka Sagar Hai, Teri Ek Bund Ke Pyase Ham। Lauta Jo Diya Tune..

Tora Man Darpan Kahlaye

Tora Man Darpan Kahlaye, Bhale, Bure, Saare Karmon Ko, Dekhe Aur Dikhaye...