Khajuraho: Brahamanandam, Paramsukhdam (खजुराहो: ब्रह्मानंदम परम सुखदम)


Brahamanandam, Paramsukhdam, Kevalam Gyanmurtim
Dwandatitam Gagansadrisham, Tatwa Masyadilaksham
Ekam Nityam Vimalmachlam Sarvadhisaakshi Bhootaam
Bhaavaateetam Trigunarahitam Sadgurumtam Namaami

Dhoom Machi Har Nabh Mein Phoote Ras Ki Phuharein
Anhad Ke Aangan Mein Naache Chanda Sitare

Abeer Gulaal Ke Baadal Garje Phagun Sej Sajaaye
Duur Adhar Bijli Yoon Koundhe Rang Diyo Chhidkaaye

Raas Rang Madira Se Barse Prem Agan Sulgaye
Chahak Uthe Sab Daal Paat Sab Ek Hi Rang Samaaye
खजुराहो: ब्रह्मानंदम परम सुखदम - हिन्दी में पढ़ें
ब्रह्मानंदम परम सुखदम, केवलम् ज्ञानमूर्तीम्, धूम मची हर नभ में फूटे रस की फुहारे...
Bhajan Times Music BhajanIndian Ocean BhajanKandisa BhajanSukhadam BhajanBrahamanand BhajanShiv BhajanMahadev BhajanGuru Purnima BhajanGuru BhajanGurudev BhajanVyasa Purnima Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Ganpati Mere Angana Padharo

Ganpati Mere Angana Padharo, Aas Tumase Lagae Hue Hai, Kaj Kar Do Humare Bhi pure, Tere Charanon Mein Hum to Khade Hai, Ganpati Mere Angana Padharo ॥

Jai Jai Jai Ganraj Ji

Yaha Daas Kare Dhyan Tumhara, Har Pal Tumne Diya Sahara, Main Hun Tera Daas, Main Hun Tera Daas Ji,
Teri Jay Hove Maharaj Ji, Jai Jai Jai ॥

Ganpati Tum Sab Gan Ke Raja

Ganpati Tum Sab Gan Ke Raja, Ganpati Tum Sab Gan Ke Raja, Puran Karo Hamare Kaaj, Puran Karo Hamare Kaaj, Ganpati Tum Sab Gan Ke Raja, Puran Karo Hamare Kaaj ॥

Sabse Pahle Manau Ganraj Gajanand Aa Jaiyo

Sabse Pahle Manau Ganraj, Gajanand Aa Jaiyo, Mahri Binti Suno Maharaj, Gajanand Aa Jaiyo ॥

Gauri Sut Ganraj Gajanan Vighna Haran Mangal Kari

Gauri Sut Ganraj Gajanan, Vighna Haran Mangal Kari, Jo Nar Tumhai Pratham Manavo, Jo Nar Tumhai Pratham Manavo, Dubidha Mit Jave Sari, Gauri Sut Ganraj Gajanan, Vighna Haran Mangal Kari ॥