Kaun Kehte Hai Ganaraj Aate Nahi (कौन कहते है गणराज आते नहीं: श्री गणेश भजन)


Hey Gajajan Ganesha Gauri Sutam,
Ekadantam Sada Mangalam Karakam ॥
Kaun Kehte Hai Ganaraj Aate Nahi,
Hum To Prem Se Unko Bulate Nahi,
Hey Gajajan Ganesha Gauri Sutam,
Ekadantam Sada Mangalam Karakam ॥

Kaun Kahte Hai Ganaraj Nachte Nahi,
Ganesh Bhakton Ke Jese Nachate Nahi,
Hey Gajajan Ganesha Gauri Sutam,
Ekadantam Sada Mangalam Karakam ॥

Kaun Kahte Hai Ganaraj Khate Nahi,
Bhav Se Unko Modak Khilate Nahi,
Hey Gajajan Ganesha Gauri Sutam,
Ekadantam Sada Mangalam Karakam ॥
BhaktiBharat Lyrics

Dekho "Aashu" Bana Bavala Pyar Mein,
Baitha Ganapat Ke Charanon Mein Satkar Mein,
Bhavana Aisi Tum Kyon Dikhate Nahin,
Tum To Prem Se Unako Bulate Nahin ॥
कौन कहते है गणराज आते नहीं: श्री गणेश भजन - हिन्दी में पढ़ें
कौन कहते है गणराज आते नहीं, हम तो प्रेम से उनको बुलाते नहीं, हे गजाजन गणेशा गौरी सुतम, एकदंतम सदा मंगलम कारकम ॥
Bhajan Shri Ganesh BhajanShri Vinayak BhajanGanpati BhajanGanpati Bappa BhajanGaneshotsav BhajanChaturthi BhajanGanesh Chaturthi BhajanRajasthani BhajanGrah Pravesh Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Ik Din Vo Bhole Bhandari Banke Braj Ki Nari

Ik Din Vo Bhole Bhandari, Ban Karake Braj Ki Naari, Braj Mein Aa Gae | Ek Din Woh Bhole Bhandari Bhajan Lyrics in Hindi And English

Sheesh Gang Ardhang Parvati

Sheesh Gang Ardhang Parvati, Sada Virajat Kailasi । Nandi Bhrngi Nrty Karat Hain, Dharat Dhyan Sur Sukhrasi ॥

Shiv Shankar Ko Jisne Pooja

Shiv Shankar Ko Jisne Pooja, Uska Hi Uddhar Hua । Ant Kaal Ko Bhavasagar Mein, Uska Beda Paar Hua

Hey Shambhu Baba Mere Bhole Nath

Hey Shambhu Baba Mere Bhole Nath, Teeno Lok Mein Tu Hi Tu । Shraddha Suman Mera, Man Belapatri...

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...