Sukh Duhkh Donon Rahte Jis Mein
Jeevan Hai Vo Gaon
Kabhi Dhoop Kabhi Chhanv
Kabhi Dhoop to Kabhi Chhaon
Uparvala Pase Phenke
Niche Chalte Daanv
Kabhi Dhoop Kabhi Chhanv
Kabhi Dhoop to Kabhi Chhaon
Bhale Bhi Din Aate Jagat Mein
Bure Bhi Din Aate
Bhale Bhi Din Aate Jagat Mein
Bure Bhi Din Aate
Kadve Mitate Phal Karam Ke
Yahan Sabhi Pate
Kabhi Seedhe Kabhi Ulte Padte
Ajab Samaye Ke Paon
Kabhi Dhoop Kabhi Chhanv
Kabhi Dhoop to Kabhi Chhaon
Sukh Duhkh Donon Rahte Jis Mein
Jeevan Hai Vo Gaon
Kabhi Dhoop Kabhi Chhanv
Kabhi Dhoop to Kabhi Chhaon
Kya Khushiya Kya Gam
Ye Sab Milte Bari Bari
Kya Khushiya Kya Gam
Ye Sab Milte Bari Bari
Malik Ki Marzi Pe,
Chalti Ye Duniya Sari
Dhyan Se Khena Jag Mein
Bande Apni Naav
Kabhi Dhoop Kabhi Chhanv
Kabhi Dhoop to Kabhi Chhaon
Sukh Duhkh Donon Rahte Jis Mein
Jeevan Hai Vo Gaon
Kabhi Dhoop Kabhi Chhanv
Kabhi Dhoop to Kabhi Chhaon
* Please share any of your suggestions or ideas with us.
** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our
contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!