Kab Tum Kripa Karogi Shri Radha Rani (कब तुम कृपा करोगी श्री राधा रानी - भजन)


Kab Tum Kripa Karogi Shri Radha Rani,
Kab Tum Kripa Karogi Meri Laado Pyari,
Kab Tum Kripa Karogi Shri Shyama Pyaari,
Kab Tum Kripa Karogi ॥
Mero Man Neet Chalat Kumarag,
Mero Man Neet Chalat Kumarag,
Kab Dukh Daah Harogi Shri Radha Rani,
Kab Tum Kripa Karogi Meri Laado Pyari,
Kab Tum Kripa Karogi Shri Shyama Pyari,
Kab Tum Kripa Karogi ॥

Ati Durgam Bhav Jaal Bandhyo Main,
Ati Durgam Bhav Jaal Bandhyo Main,
Nij Sharanahi Kab Logi Shri Radha Rani,
Kab Tum Kripa Karogi Meri Laado Pyari,
Kab Tum Kripa Karogi Shri Shyama Pyari,
Kab Tum Kripa Karogi ॥

Vrindavan Ki Aas Raavri,
Darshan Kab Tum Dogi Shri Radha Rani,
Kab Tum Kripa Karogi Meri Laado Pyari,
Kab Tum Kripa Karogi Shri Shyama Pyaari,
Kab Tum Krpa Karogi ॥

Kab Tum Kripa Karogi Shri Radha Rani,
Kab Tum Kripa Karogi Meri Laado Pyari,
Kab Tum Kripa Karogi Shri Shyama Pyaari,
Kab Tum Kripa Karogi ॥
कब तुम कृपा करोगी श्री राधा रानी - भजन - हिन्दी में पढ़ें
कब तुम कृपा करोगी श्री राधा रानी, कब तुम कृपा करोगी मेरी लाड़ो प्यारी, कब तुम कृपा करोगी श्री श्यामा प्यारी, कब तुम कृपा करोगी ॥
Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanLaddu Gopal BhajanRadhashtami BhajanIskcon Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

aaj avadh mein khushiya chhai

Ram Nam Ke Heere Moti, Main Bikhraun Gali Gali । Krishn Nam Ke Heere Moti

Karlo Karlo Charo Dham

Karlo Karlo Charo Dham, Milenge Krishn, Milenge Ram Jeevan Safal Usi Ka Samjho, Jisne Kiya Ye Dham

Tumhi Me Ye Jivan Jiye Ja Raaha Hoon

Tumhin Mein Ye Jeevan Jiye Ja Raha Hoon, Jo Kuchh De Rahen Ho Lie Ja Raha Hoon ॥ Tumhin Se Chala Karati Pranon Ki Dhadakan...

Sharan Mein Aaye Hain Hum Tumhari

Sharan mein aye hain ham tumhari, daya karo hey dayalu bhagawan...

Karunamayi Kripamayi Meri Dayamayi Radhe

Karunamayi Kirpamayi, Meri Dayamayi Radhe ॥