Jjhulan Chalo Hindolana Vrashbhanu Nandni (झूलन चलो हिंडोलना, वृषभान नंदनी - भजन)


Jhulan Chalo Hindolana, Vrshbhan Nandni,
Jhulan Chalo Hidolana, Vrshbhan Nandni ।
Savan Ki Teej Aai, Navghor Ghata Chhai,
Savan Ki Teej Aai, Navghor Ghata Chhai,
Navghor Ghata Chhai,
Meghan Jhadi Lagai, Padi Boond Mandini,
॥ Jhulan Chalo Hidolana… ॥

Sundar Kadam Ki Dari, Jhulo Padyo Hai Pyari,
Sundar Kadam Ki Dari, Jhulo Padyo Hai Pyari,
Jhulo Padyo Hai Pyari,
Dekho Umar Kishori, Sab Dukh Nikandini,
॥ Jhulan Chalo Hidolana… ॥

Paharo Surang Sari, Mano Vinay Hamari,
Paharo Surang Sari, Mano Vinay Hamari,
Mano Vinay Hamari,
Mukhchandr Ki Ujiyari, Mrdubhash Nandini,
॥ Jhulan Chalo Hidolana… ॥

Jhulan Chalo Hindolana, Vrshbhan Nandni,
Jhulan Chalo Hidolana, Vrshbhan Nandni ।
झूलन चलो हिंडोलना, वृषभान नंदनी - भजन - हिन्दी में पढ़ें
झूलन चलो हिडोलना, वृषभान नंदनी। सावन की तीज आई, नवघोर घटा छाई, नवघोर घटा छाई..
Bhajan Shri Krishna BhajanJanmashtami BhajanBrij BhajanMridul Shastri Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Jo Ram Ka Nahi Kisi Kaam Ki Nahi

Wo Namaste Dua Aur, Salam Ka Nahi, Jo Ram Ka Nahi, Kisi Kaam Ka Nahi ॥

Mere Sarkar Aaye Hain

Saja Do Ghar Ko Gulsan Sa, Mere Sarkar Aaye Hain, Mere Sarkar Aaye Hain, Lage Kutia Bhi Dulhan Si,
Lage Kutia Bhi Dulhan Si, Mere Sarkar Aaye Hain, Saja Do Ghar Ko Gulsan Sa, Mere Sarkar Aaye Hain ॥

Jai Ho Jai Ho Teri Maa Yashoda Ke Lal

Jai Ho Jai Ho Teri Maa Yashoda Ke Lal, Le Ke Avatar Aana Gazab Ho Gaya, Treta Yug Mein The Tum Aaye Dvapar Mein Bhi, Treta Yug Mein The Tum Aaye Dvapar Mein Bhi, Tera Kaliyug Mein Aana Gajab Ho Gaya, Jai Ho Jai Ho Teri Maa Yashoda Ke Lal ॥

Krishna Ghar Nand Ke Janme Sitara Ho To Aisa Ho

Krishna Ghar Nand Ke Janme, Dulara Ho To Asa Ho, Log Darshan Chale Aye, Sitara Ho To Aisa Ho ॥

Jai Jai Surnayak Jan Sukhdayak Prantpal Bhagvant

Jai Jai Surnayak Jan Sukhdayak Pranatpaal Bhagvanta । Go Dwij Hitkari Jai Asurari Sidhunsuta Priy Kanta