Jinke Hridey Shri Ram Base (जिनके हृदय श्री राम बसे - भजन)


Twamev Mata Cha Pita Twamev ।
Twamev Bandhushch Sakha Twamev ।
Twamev Vidya Dravinam Twamev ।
Twamev Sarvam Mam Dev Dev ॥
Jinke Hridey Shri Ram Base,
Un Aur Ko Naam Liyo Na Liyo ।
Jinke Hridey Shri Ram Base,
Un Aur Ko Naam Liyo Na Liyo ।
Jinke Hridey Shri Ram ।

Koi Mange Kanchan Si Kaya,
Koi Mang Raha Prabhu Se Maya ।
Koi Punya Kare, Koi Daan Kare,
Koi Daan Ka Roj Bakhan Kare ।
Jin Kanya Dhan Ko Daan Diyo,
Jin Kanya Dhan Ko Daan Diyo,
Un Aur Ko Daan Diyo Na Diyo ॥

Jinke Hridey Shri Ram Base,
Un Aur Ko Naam Liyo Na Liyo ।
Jinke Hridey Shri Ram ।

Koi Ghar Mein Baitha Naman Kare,
Koi Hari Mandir Mein Bhajan Kare ।
Koi Ganga Yamuna Snan Kare,
Koi Kashi Jake Dhyan Dhare ।
Jin Maat Pita Ki Seva Ki,
Jin Maat Pita Ki Seva Ki,
Un Tirth Snan Kio Na Kio ॥

Jinke Hridey Shri Ram Base,
Un Aur Ko Naam Liyo Na Liyo ।
Jinke Hridey Shri Ram ।
जिनके हृदय श्री राम बसे - भजन - हिन्दी में पढ़ें
जिनके हृदय श्री राम बसे, उन और को नाम लियो ना लियो । जिनके हृदय श्री राम बसे..
Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSundarkand BhajanRamayan Path BhajanVijayadashami BhajanMata Sita BhajanRam Sita Vivah BhajanNitin Mukesh Bhajan

Other Popular Jinke Hridey Shri Ram Base Video

Jinke Hridey Shri Ram Base By Shri Daler Mehndi

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Chalo Bulawa Aaya Hai Mata Ne Bulaya Hai

Popular and famous bhajan used on the auspicious occasion of Navdurga, Durga Puja, Navratri, Navratr

Mangal Ki Sewa Sun Meri Deva

Mangal Ki Seva Sun Meri Deva, Hath Jod Tere Dwar Khade । Pan Supari Dhwja Nariyal,

Bhor Bhai Din Chad Gaya Meri Ambey

Bhor Bhai Din Chadh Gaya Meri Ambey, Ho Rahi Jai Jai Kar Mandir Vich Aarti Jai Maa ।

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu