Jhula Padyo Hai Kadamb Ki Daar (झूला पड्यो है कदम्ब की डार - भजन )


Jhoola Padyo Hai Kadamb Ki Daar,
Jhulave Braj Nari,
Braj Nari Re Braj Nari,
Braj Nari Sakhiyan Sari,
Jhoola Padyo Hain Kadamb Ki Daar,
Jhulave Braj Nari ॥
Resham Ki Sakhi Dori Padi Hai,
Motiyan Se Kaisi Patri Jadi Hai,
Va Mein Baithe Yugal Sarkar,
Jhulave Braj Nari,
Jhoola Padyo Hain Kadamb Ki Daar,
Jhulave Braj Nari ॥

Madhur Madhur Shyam Bansi Bajavat,
Bansi Bajavat Ras Barsavat,
Nanhi Nanhi Padat Hai Phuhaar,
Jhulave Braj Nari,
Jhoola Padyo Hain Kadamb Ki Daar,
Jhulave Braj Nari ॥

Shyam Radhika Jhoola Jhoole,
Gopi Gwal Dekhe Phule,
Sab Gaavat Hai Malhaar,
Jhulave Braj Nari,
Jhoola Padyo Hain Kadamb Ki Daar,
Jhulave Braj Nari ॥

Jhoola Padyo Hai Kadamb Ki Daar,
Jhulave Braj Nari,
Braj Nari Re Braj Nari,
Braj Nari Sakhiyan Sari,
Jhoola Padyo Hain Kadamb Ki Daar,
Jhulave Braj Nari ॥
झूला पड्यो है कदम्ब की डार - भजन - हिन्दी में पढ़ें
झूला पड्यो है कदम्ब की डार, झुलावे ब्रज नारी, ब्रज नारी रे ब्रज नारी, ब्रज नारी सखियाँ सारी, झूला पड्यो हैं कदम्ब की डार, झुलावे ब्रज नारी ॥
Bhajan Hariyali Teej BhajanShri Krishna BhajanBhrij BhajanBal Krishna BhajanLaddu Gopal BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shyam BhajanIskcon BhajanPhagun Mela BhajanRadhashtami Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Suraj Ki Garmi Se Jalte Hue Tan Ko

Jaise Suraj Ki Garmi Se Jalte Hue Tan Ko Mil Jaaye Taruvar Ki Chhaya...

Bharosa Kar Tu Ishwar Par

Bharosa Kar Tu Ishwar Par, Tujhe Rona Nahi Hoga । Yah Jeevan Beet Jayega, Tujhe Rona Nahi Hoga ॥ Kabhi Sukh Hai Kabhi Dukh Hai...

Bhajan: Jyot Se Jyot Jagate Chalo

Jyot Se Jyot Jagate Chalo, Jyot Se Jyot Jagate Chalo, Prem Ki Ganga Bahate Chalo, Prem Ki Ganga Baha...

Tu Pyar Ka Sagar Hai

Tu Pyar Ka Sagar Hai, Teri Ek Bund Ke Pyase Ham। Lauta Jo Diya Tune..

Tora Man Darpan Kahlaye

Tora Man Darpan Kahlaye, Bhale, Bure, Saare Karmon Ko, Dekhe Aur Dikhaye...