Jaise Holi Mein Rang Rango Mein Holi (जैसे होली में रंग, रंगो में होली: भजन)


Jese Holi Mein Rang,
Rango Mein Holi,
Wese Kanha Mera,
Main Kanha Ki Ho Li,
Rom Rom Mera,
Kanha Se Bhara,
Ab Kese Mian Khelun Ri,
Ankhmicholi ॥
Main To Kanha Se Milane Akeli Chali,
Sang Sang Mere,
Sare Rang Chale,
Jara Bachake Raho,
Jara Hatake Chalo,
Badi Natakhat Hai,
Nav Rangon Ki Toli ॥

Ab To Tan Maan Pe Shyam Rang Chadha,
Kanchan Ke Tan Ratan Jada,
Banathan Ke Main Baithi,
Dulhan Ki Taraha,
Kanha Leke Chala,
Mere Prem Ki Doli ॥
जैसे होली में रंग, रंगो में होली: भजन - हिन्दी में पढ़ें
जैसे होली में रंग, रंगो में होली वैसे कान्हा मेरा, मैं कान्हा की हो ली रोम रोम मेरा, कान्हा से भरा अब कैसे में खेलूँ री, आँखमिचोली ॥
Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shayam BhajanHoli BhajanPhagun Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Jo Bhaje Hari Ko Sada So Hi Param Pada Pavega

Jo Bhaje Hari Ko Sada, Sohi Param Pad Payega, Deh Ke Mala..

Thare Bin Maiya Kun Mharo Hai Dadi

Thare Bin Maiya Kun Mharo Hai, Thare Bin Maiya Kun Mharo Hai, Dadi Tharo Hi Ab Saharo Hai, Dadi Tharo Hi Ab Saharo Hai ॥

Mhari Dadi Jagat Sethani

Mhari Dadi Jagat Sethani, Mharo Moj Kare Paribar, Mahri Dadi Ji, Mang Leva Dadi Se Jad Bhi,
Mang Leva Dadi Se Jad Bhi, Pade Koi Darkar, Mahri Dadi Ji, Mhari Dadi Jagat Sethani, Mharo Moj Kare Paribar, Mahri Dadi Ji ॥

Aaya Maa Ka Sandesha Aaj Chalo

Aaya Maa Ka Sandesha Aaj, Chalo Maa Ke Bhawan Ko Bhakton, Chalo Maa Ke Bhawan Ko Bhakton,
Aaya Maa Ka Sandesha Aaj, Chalo Maa Ke Bhawan Ko Bhakton ॥

Tere Swagat Mein Maiya Ji Maine Palke Bichayi Hai

Tere Swagat Mein Maiya Ji, Maine Palke Bichayi Hai, Maine Palke Bichayi Hai, Maine Palke Bichayi Hai,
Chali Aao Meri Maiya, Ghadi Subh Fir Se Aae Hai, Tere Swagat Mein Maiya Ji, Maine Palke Bichayi Hai ॥