Raghupati raghav raja Ram
Patit paavan Seeta ram
Seeta ram Seeta ram
Bhaj pyaare tu Seeta Ram
Ram Siya Ram Siya Ram Siya Ram
Jay Ram Siya Ram Siya Ram Siya Ram
Ram Siya Ram Siya Ram Siya Ram
Jay Ram Siya Ram Siya Ram Siya Ram
Ayodhya, Ayodhya aaye mere pyare Ram
Bolo jai jai shri Ram
Ram Siya Ram Siya Ram Siya Ram
Jay Ram Siya Ram Siya Ram Siya Ram
Ayodhya, Ayodhya aaye mere pyare Ram
Bolo jai jai shri Ram
O mahari aakhon ke taare hai prabhu Ram
Bolo jai jai shri Ram
Ram Siya Ram Siya Ram Siya Ram
Jay Ram Siya Ram Siya Ram Siya Ram
Yug Ram raj ka aa gaya
Shubh din ye aaj ka aa gya
Huyi jeet sanatan dharma ki
Ghar ghar bhagwaa lehra gya
Jaaga hai avadh ka bhaag ji
Goonja hai vijay ka raag ji
Yogi santon ki aakhiyon se
Chhalka ye prem anurag ji
Saj dhaj ke, saj dhaj ke
O saj dhaj ke lage sabse nayare Ram
Bolo jai jai shri Ram
O mhari aakhon ke taare hai prabhu Ram
Bolo jai jai shree Ram
Ram Siya Ram Siya Ram Siya Ram
Jay Ram Siya Ram Siya Ram Siya Ram
Raghunand ka rajtilak hai
Raj sinhasan ram ka haq hai
Ram ka hoga raj jagat mein
Prashna na koi na koi shak hai
Ram ke path me sabki palak hai
Jeet ye sabke liye hi sabak hai
Jai shree ram ke name ka naara
Deta sunai ambar tak hai
Kisi bhi
Kisi bhi yug mein na haare mere pyare ram
Bolo jai jai shri Ram
O mhari aakhon ke taare hai
Bolo jai jai shri Ram
Sharyu ke dhaare nach rahe
Dono kinaare nach rahe
Daso dishayein jhoom rahi
Yahan chand sitare nach rahe
Nach rahe man bhakton ke yahan
Saadhu saare nach rahe
Ram ki dhun mein hoke magan
Sab Ram dulaare nach rahe
Nach rahe parvat pe Shankar
Devi devta nach rahe
Ayodhya, Ayodhya aaye mere pyare Ram
Bolo jai jai shri Ram
O mhari aankhon ke taare hai prabhu Ram
Bolo jai jai shri Ram
Baaje manjeere aur mridang
Hawa mein ude kesariya rang
Laut aaye hai Raghuwanshi
Siya Lakhan Hanumat ke sang