Jai Ganesh Gauri Nandan (जय गणेश गौरी नंदन:भजन)


Jai Ganesh Gauri nandan Din Ke Dayala,
Bhakton Ke Antar Mein Kijiye Ujala,
Jai Ganesh Gauri Nandan ॥Devan Ke Nayak Vinayak Var Data,
Sada Rakhiye Swami Bhakton Se Nata,
Dhup Baati Karte Hai Japate Hai Mala,
Mukti Gyan De Ke Prabhu Todo Vab Tala,
Jai Ganesh Gauri Nandan ॥
BhaktiBharat Lyrics

Darshan Ki Aash Kare Jag Ke Nar Nari,
Aai Shree Ganesh Karo Mushak Ashwari,
Prasatra Ho Krupala Jai Jai Hrudaya Vishala,
Bhakton Ke Antar Mein Kijiye Ujala,
Jai Ganesh Gouri Nandan ॥
जय गणेश गौरी नंदन:भजन - हिन्दी में पढ़ें
जय गणेश गौरी नंदन दीन के दयाला, भक्तों के अंतर में कीजिए उजाला, जय गणेश गौरी नंदन ॥
Bhajan Vighneswaray BhajanShri Ganesh BhajanShri Vinayak BhajanGanpati BhajanGanpati Bappa BhajanGaneshotsav BhajanGajanan BhajanGanesh Chaturthi BhajanChaturthi BhajanGanesh Visarjan BhajanAnant Chaturdashi Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Meri Maiya Tumhe Arpan Bhala Hum Kya Kare

Meri Maiya Tumhe Arpan, Bhala Hum Kya Karen, Tumhin Se Hai Meri Duniya Bhala, Dam Kya Bharen, Meri Maiya Tumhen Arpan, Bhala Hum Kya Karen ॥

Main Hoon Beti Tu Hai Mata

Mai Hoon Beti Tu Hai Mata, Ye Hai Janam-janam Ka Nata । Mata Raniyen Tujhe Main Bulane Aai Hoon..

Maa Dil Ke Itne Kareeb Hai Tu

Maan Dil Ke Itne Kareeb Hai Tu, Jidhar Bhi Dekhun Nazar Tu Aaye, Jo Aankhe Band Karke Maan Main Dekhoon, Tu Hi Tu Maiya Nazar Hai Aaye, Maan Dil Ke Itne Kareeb Hai Tu, Jidhar Bhi Dekhun Nazar Tu Aaye ॥

Dware Tihare Badi Bheed Ho Jagdambe

Dware Tihare Badi Bheed Ho Jagdambe-maiya, Maiya Dware Tere Kanya Pukare...

Sar Pe Chunariya Lal Aur Hatho Mein Mehandi Rachai Hai

Sar Pe Chunariya Lal, Aur Hathon Mein Mehndi Rachai Hai, Bhakto Ke Ghar Maan Aai Hai, Sar Pe Chunariya Lal..