Jai Ganesh Gananath Dayanidhi (जय गणेश गणनाथ दयानिधि - भजन)


Gururbrahma Grururvishnuh Gururdevo Maheshwarah ।
Guruh Sakshat Paran Brahm Tasmai Shri Gurave Namah ॥
Jai Ganesh Gananath Dayanidhi,
Sakal Vighan Kar Door Hamare,
Jai Ganesh Gananath Dayanidhi,
Sakal Vighan Kar Door Hamare ।

Pratham Dhare Jo Dhyan Tumharo,
Tiske Puran Karaj Sare,
Jai Ganesh Gananath Dayanidhi,
Sakal Vighan Kar Door Hamare ।

Lambodar Gajvadan Manohar,
Kar Trishool Parshoo Var Dhare,
Jai Ganesh Gananath Dayanidhi,
Sakal Vighan Kar Door Hamare ।

Riddhi Siddhi Dou Chamar Dhulave,
Mooshak Vahan Param Sukhare,
Jai Ganesh Gananath Dayanidhi,
Sakal Vighan Kar Door Hamare ।

Brahadik Sur Dhyawat Man Mein,
Rishi Munigan Sab Daas Tumhare,
Jai Ganesh Gananath Dayanidhi,
Sakal Vighan Kar Door Hamare ।

Brahmanand Sahay Karo Nit
Bhaktjano Ke Tum Rakhware,
Jai Ganesh Gananath Dayanidhi,
Sakal Vighan Kar Door Hamare ।
जय गणेश गणनाथ दयानिधि - भजन - हिन्दी में पढ़ें
जय गणेश गणनाथ दयानिधि, सकल विघन कर दूर हमारे, प्रथम धरे जो ध्यान तुम्हारो..
Bhajan Shri Ganesh BhajanShri Vinayak BhajanGanpati BhajanGanpati Bappa BhajanGaneshotsav BhajanWednesday BhajanGrah Pravesh BhajanChaturthi BhajanGanesh Chaturthi BhajanChaturdasi BhajanJagjit Singh Bhajan

Other Popular Jai Ganesh Gananath Dayanidhi Video

Osman Mir

Anup Jalota

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Ram Nam Ke Heere Moti Main Bikhraun Gali Gali

Ram Nam Ke Heere Moti, Main Bikhraun Gali Gali । Krishn Nam Ke Heere Moti

Shri Krishna Govind Hare Murari

Shri Krshna Govind Hare Murari, He Nath Narayan Vasudeva॥ He Nath Narayan...

Achyutam Keshavam Krishna Damodaram

Achyutam Keshavam Lyrics in Hindi And English - Achyutam Keshavam Krishna Damodaram. Kaun Kehte Hai Bhagwan Aate Nahi..

Choti Choti Gaiyan Chote Chote Gwal

Choti Choti Gaiya, Chote Chote Gwal । Choto so Mero Madan Gopal ।

Ek Bar Jo Raghubar Ki Nazron Ka

Ek Baar Jo Raghubar Ki, Najro Ka Ishara Ho Jaye, Teri Lagan Mein Kho Jaoon Main, Duniya Se Kinara Ho Jaye ॥