Jagran Ki Raat Maiya Jagran Mein Aao (जागरण की रात मैया, जागरण में आओ: भजन)


Jagran Ki Raat Maiya,
Jagran Mein Aao,
Maan Jagran Mein Aao,
Aas Lagaye Baithe Hai Maan,
Ab to Darash Dikhao,
Jagran Ki Raat Maiya,
Jagran Mein Aao,
Maan Jagran Mein Aaon ॥Tere Bhakton Ne Maiya,
Teree Jyot Jagai,
Tere Liye Mahamayi,
Chunri Laal Mangai,
Paan Supari Halwa Poori,
Aake Bhog Lagao,
Jagran Ki Raat Maiya,
Jagran Mein Aao,
Maan Jagran Mein Aaon ॥

Teri Sher Sawari,
Bhakto Ke Man Bhai,
Darsh Bina Ab Tere,
Ek Pal Raha Na Jae,
Jaldi Se Tum Aa Jao Maan,
Ab Na Der Lagao,
Jagran Ki Raat Maiya,
Jagran Mein Aao,
Maan Jagran Mein Aaon ॥

‘paasi Kesri’ Maiya,
Teri Dil Se Bhent Gaye,
Jo Bhi Dar Pe Aata,
Jholi Bhar Ke Jaye,
‘laadi’ Ki Bhi Maiya Ji,
Ab Bigdi Baat Banao,
Jagran Ki Raat Maiya,
Jagran Mein Aao,
Maan Jagran Mein Aaon ॥

Jagran Ki Raat Maiya,
Jagran Mein Aao,
Maan Jagran Mein Aao,
Aas Lagaye Baithe Hai Maan,
Ab to Darash Dikhao,
Jagran Ki Raat Maiya,
Jagran Mein Aao,
Maan Jagran Mein Aaon ॥

दुर्गा चालीसा | आरती: जय अम्बे गौरी, मैया जय श्यामा गौरी | आरती: अम्बे तू है जगदम्बे काली | महिषासुरमर्दिनि स्तोत्रम् | माता के भजन
जागरण की रात मैया, जागरण में आओ: भजन - हिन्दी में पढ़ें
जागरण की रात मैया, जागरण में आओ, माँ जागरण में आओ, आस लगाए बैठे है माँ, अब तो दरश दिखाओ, जागरण की रात मईया, जागरण में आओ, माँ जागरण में आओं ॥
Bhajan Mata Rani BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanGupt Navratri BhajanMaa Durga BhajanMata BhajanAshtami BhajanMahalaya BhajanAmbe BhajanMaa Jagdambe BhajanMata Ki Bhajan Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Sabse Pahle Gajanan Manaya Tumhe

Sabse Pahale Gajanan Manaya Tumhai, Tera Sumiran Kare Aaj Aa Jaiye, Sabse Pahale Gajanan Manaya Tumhai, Tera Sumiran Kare Aaj Aa Jaiye, Hai Adhure Mere Kaaj Sab Aap Bin,
Pure Karane Prabhu Aaj Aa Jaiye, Sabse Pahale Gajanan Manaya Tumhai, Tera Sumiran Kare Aaj Aa Jaiye ॥

Tumhe Vandana Tumhe Vandana

Tumhe Bandana Tumhe Bandana, Hey Buddhi Ke Data, Sab Devo Ke Gyata, Tumhe Bandana Tumhe Bandana ॥

Kar Do Nazre Karam Ganpati

Kar Do Najare Karam Ganapati, Kar Do Najare Karam Ganapati, Kirapa Ki Najar, Hampe Kar De Agar, Tere Darwar Main Kiya Kami, Kar Do Najare Karam Ganapati,
Kar Do Najare Karam Ganapati ॥

Hey Ganpati Gajanan Mere Dwar Tum Padharo

Hey Ganapati Gajanan, Mere Dwar Tum Padharo, Bigadi Meri Bana Ke, Mera Bhagya Tum Sawaro, Hey Ganapati Gajanan, Mere Dwar Tum Padharo ॥

Hey Ganpati Hey Ganraj Aapka Abhinandan

Hey Ganapati Hey Ganaraj, Aapka Avinandan, Mere Ghar Main Padharo Aaj, Aapka Avinandan,
Hey Ganapati Hey Ganaraj, Aapka Avinandan ॥