Jagannath Bhagwan Ji Ka Bhajan (जगन्नाथ भगवान जी का भजन)


Jagannath Jagannath Jagannath Jagannath
Charon Dham Mein Sabse Bada Hai, jagannath Dham
Jagannath Bhagwan Ki, Mahima Aparampar
Bhakton Ko Darshan Dete,karte Unke Kaam ।
Kar Lo Bhakton, Jagannath Ka Dhyan Barambar ।

Jagannath Jagannath Jagannath Jagannath

Bhaj Lo Re Bhakton Jagannath Ko
Tar Jaoge Bhav Sagar Paar ।
Tan Man Jeevan Arpan Kar Do
Prabhu Ki , Leela Aparampar ।

Jagannath Jagannath Jagannath Jagannath

Sat Puriyon Mein Ek Hai ,jagannath Puri Dham
Jagannath Ke Bhat Ko ,jagat Pasare Hath ।
Karlo Bhakton Mahaprabhu Ke ,darshan Barambar
Jahan Viraje Jagannath ,balabhadra ,subhadra Sath ।

Jagannath Jagannath Jagannath Jagannath
जगन्नाथ भगवान जी का भजन - हिन्दी में पढ़ें
चारों धाम में सबसे बड़ा है ,जगन्नाथ धाम, जगन्नाथ भगवान की, महिमा अपरम्पार, भक्तों को दर्शन देते,करते उनके काम।
Bhajan Jagannath Bhajan BhajanPuri Jagannath Bhajan Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Chalo Bulawa Aaya Hai Mata Ne Bulaya Hai

Popular and famous bhajan used on the auspicious occasion of Navdurga, Durga Puja, Navratri, Navratr

Mangal Ki Sewa Sun Meri Deva

Mangal Ki Seva Sun Meri Deva, Hath Jod Tere Dwar Khade । Pan Supari Dhwja Nariyal,

Bhor Bhai Din Chad Gaya Meri Ambey

Bhor Bhai Din Chadh Gaya Meri Ambey, Ho Rahi Jai Jai Kar Mandir Vich Aarti Jai Maa ।

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu