Holi Bhajan: Holi Khel Rahe Nandlal (होली खेल रहे नंदलाल: होली भजन)


Holi Khel Rahe Nandalal,
Vrindavan Kunj Galin Mein।
Vrindavan Kunj Galin Mein,
Vrindavan Kunj Galin Mein ॥
Nandagaon Ke Chail Bihari,
Barasane Ki Radha Pyari ।
Hilmil Khele Gopi Gwal,
Vrindavan Kunj Galin Mein ॥

Dhapdol Majeera Baje,
Kahana Mukh Murali Saje ।
Ye Ri Sab Nachat De De Taal,
Vrindavan Kunj Galin Mein ॥

Yane Bhar Pichakari Mari,
Rang Mein Rang Dari Sari ।
Ye Ri Mere Mukh Par Malo Gulaal,
Vrindavan Kunj Galin Mein ॥

Holi Khel Rahe Nandalal,
Vrindavan Kunj Galin Mein ।
Vrindavan Kunj Galin Mein,
Vrindavan Kunj Galin Mein ॥
होली खेल रहे नंदलाल: होली भजन - हिन्दी में पढ़ें
होली खेल रहे नंदलाल वृंदावन कुञ्ज गलिन में। वृंदावन कुञ्ज गलिन में...
Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanLaddu Gopal BhajanRadhashtami BhajanHoli BhajanPhalguna BhajanIskcon Bhajan

Other Popular Holi Bhajan: Holi Khel Rahe Nandlal Video

By Parkash Rutha

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Lakshmi Bhajan

.Most sent Bhajans, Mantras, Aarti and songs in Diwali Puja, Dhanteras Puja and Shri Kuber Puja.

Mere Ghar Aao Laxmi Maa

Ghar Mein Aao Lakshmi Mata, Aao Padharo Shri Ganraja ॥ Deewali Ka Tyohaar Aaya..

Ramayan Ke Saat Kand Main Koi Nahi Hai Aisa Sunderkand Ke Jaisa

Ramayan Ke Saat Kand Mein, Koi Nahi Hai Aisa

Choti Si Meri Parvati Shankar Ki Puja Karti Thi

Chhoti Si Meri Parvati, Shankar Ki Pooja Karti Thi, Nirjal Rahakar Nishchhal Man Se, Nit Dhyan Prabhu Ka Dharti Thi..

Gajanan Kardo Beda Paar

Gajanan Kardo Beda Paar, Aaj Ham Tumhe Manate Hain, Tumhen Manate Hain, Gajanan Tumhe Manate Hain