Hey Shiv Bhole mMujhpar Do Aisa Rang Chadaye (हे शिव भोले मुझ पर, दो ऐसा रंग चढ़ाय - भजन)


Hey Shiv Bhole Mujh Par,
Do Asha Rang Chadhaya,
Rom Rom Mera Shiv Bhole,
Maan Bole Namah Shivaya ॥
Hey Shivshankar Hey Karunakar,
Hey Tribhuban Ke Swami,
Hey Rameswar Jay Mahakal,
Shri Nageswara Antaryami,
Baidhnath Hey Somnath,
Tum Bhole Digambar,
Rom Rom Mera Shiv Bhole,
Maan Bole Namah Shivaya ॥

Maan Mera Shivala Ho,
Aur Dil Mein Ho Teri murat,
Jab Jab Bhi Ankhen Kholun,
Mere Samne Teri Ho Surat,
Ab Rahe Na Tumse Dur,
Kar Do Asha Upay,
Rom Rom Mera Shiv Bhole,
Maan Bole Namah Shivaya ॥

Swarth Bhari Duniya Mein Bhole,
Ek Aasara Tera,
Pakka Hai Biswas Mujhe,
Tu Bhar Dega Daman Mera,
‘Dilabar’ Dil Se Dil Ka,
Ye Taar Jud Jay,
Rom Rom Mera Shiv Bhole,
Maan Bole Namah Shivaya ॥

Hey Shiv Bhole Mujh Par,
Do Asha Rang Chadhaya,
Rom Rom Mera Shiv Bhole,
Maan Bole Namah Shivaya ॥
हे शिव भोले मुझ पर, दो ऐसा रंग चढ़ाय - भजन - हिन्दी में पढ़ें
हे शिव भोले मुझ पर, दो ऐसा रंग चढ़ाय, रोम रोम मेरा शिव बोले, मन बोले नमः शिवाय ॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Gokul Ki Har Gali Mein Mathura Ki Har Gali Me

Gokul Ki Har Gali Mein, Mathura Ki Har Gali Me, Kanha Ko Dhunta Rahun, Duniya Ke Har Gali Mein ॥

Bhajan: Sabse Unchi Prem Sagai

Sabase Unchi Prem Sagai । Duryodhan Ke Mewa Tyagyo, Saag Vidur Ghar Khai..

Shri Ram Jay Ram Jay Jay Ram Dhun

Shri Ram, Jai Ram, Jai Jai Ram, Shri Ram, Jai Ram, Jai Jai Ram..

Ram Ka Sumiran Kiya Karo Prabhu Ke Sahare Jiya Kro

Raam Ka Sumiran Kiya Karo, Prabhu Ke Sahare Jiya Karo, Jo Duniya Ka Malik Hai, Naam Usi Ka Liya Karo

Kardo Dur Prabhu Mere Mann Me Andhera Hai

Kar Do Dur Prabhu, Mere Mann Mein Andhera Hai, Jab Se Teri Lagan Lagi, Hua Mann Mein Savera Hai...