Hare Ram Hare Rama,
Japte the Hanumana,
Is Mantra Ki Mahima Ko,
Sare Jag Ne Jana ॥
Jab Kevat Ne Mukh Se,
Is Mantra Ke Bol Padhe,
Trilokpati Aakar,
Kevat Ki Naav Chadhe ॥
Hare Ram Haren Rama,
Japte the Hanumana,
Is Mantra Ki Mahima Ko,
Sare Jag Ne Jana ॥
Is Mantra Ki Mahima Ko,
Bhilani Ne Jaan Liya
Raghuvar Khud Ghar Aaye,
Kitna Sammaan Kiya ॥
Hare Ram Haren Rama,
Japte the Hanumana,
Is Mantra Ki Mahima Ko,
Sare Jag Ne Jana ॥
Is Mantra Se Hanumat Ne,
Sagar Ko Paar Kiya,
Us Kapti Ravan Ki,
Lanka Ko Ujaad Diya ॥
Hare Ram Haren Rama,
Japte the Hanumana,
Is Mantra Ki Mahima Ko,
Sare Jag Ne Jana ॥
Is Mantra Se Haar Gaya,
Ravan Sa Balshali,
Is Mantra Se Tulsi Ne,
Ramayan Likh Dali ॥
Hare Ram Haren Rama,
Japte the Hanumana,
Is Mantra Ki Mahima Ko,
Sare Jag Ne Jana ॥
Hare Ram Hare Rama,
Japte the Hanumana,
Is Mantra Ki Mahima Ko,
Sare Jag Ne Jana ॥
हनुमान चालीसा |
श्री हनुमान आरती |
संकटमोचन अष्टक |
बालाजी आरती |
श्री राम स्तुति
◉ श्री हनुमंत लाल की पूजा आराधना में
हनुमान चालीसा,
बजरंग बाण और
संकटमोचन अष्टक का पाठ बहुत ही प्रमुख माने जाते हैं।
* Please share any of your suggestions or ideas with us.
** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our
contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!