Har Kasht Karo Dur Hamare Ganesh Ji (हर कष्ट करो दूर हमारे गणेश जी: श्री गणेश भजन)


Gaura Ke Laal Shiv Ke Dulare Ganesh ji,
Har Kasht Karo Dur Hamare Ganesh Ji ॥
Riddhi Bhi Hai Siddhi Bhi Hai Bhudhi Tumhare Paas,
Duniya Ke Har Vikare Ki Suddhi Tumhare Paas,
Maan Se Har Ek Maya Ko Mare Ganesh Ji,
Har Kasht Karo Dur Hamare Ganesh Ji ॥

Mahima Ye Tumhari Janta Sansar Samucha,
Na Agrani Na Saresth Hai Tumse Koi Duja,
Sare Jagat Mein Sabse Ho Nyare Ganesh Ji,
Har Kasht Karo Dur Hamare Ganesh Ji ॥
BhaktiBharat Lyrics

Tirgun Guni Aap Hai Galo Ke Ish Tum,
Hai Gyan Ke Pradata Prabhu Gun Ke Ish Tum,
Har Gyan Nirajan Hame Tare Ganesh Ji,
Har Kasht Karo Dur Hamare Ganesh Ji ॥
हर कष्ट करो दूर हमारे गणेश जी: श्री गणेश भजन - हिन्दी में पढ़ें
गौरा के लाल शिव के दुलारे गणेश जी, हर कष्ट करो दूर हमारे गणेश जी ॥
Bhajan Shri Ganesh BhajanShri Vinayak BhajanGanpati BhajanGanpati Bappa BhajanGaneshotsav BhajanChaturthi BhajanGanesh Chaturthi BhajanRajasthani BhajanGrah Pravesh Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Ik Din Vo Bhole Bhandari Banke Braj Ki Nari

Ik Din Vo Bhole Bhandari, Ban Karake Braj Ki Naari, Braj Mein Aa Gae | Ek Din Woh Bhole Bhandari Bhajan Lyrics in Hindi And English

Sheesh Gang Ardhang Parvati

Sheesh Gang Ardhang Parvati, Sada Virajat Kailasi । Nandi Bhrngi Nrty Karat Hain, Dharat Dhyan Sur Sukhrasi ॥

Shiv Shankar Ko Jisne Pooja

Shiv Shankar Ko Jisne Pooja, Uska Hi Uddhar Hua । Ant Kaal Ko Bhavasagar Mein, Uska Beda Paar Hua

Hey Shambhu Baba Mere Bhole Nath

Hey Shambhu Baba Mere Bhole Nath, Teeno Lok Mein Tu Hi Tu । Shraddha Suman Mera, Man Belapatri...

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...