Hai Anupam Jiski Shan Usko Kahte Hai Hanuman (है अनुपम जिसकी शान, उसको कहते है हनुमान: भजन)


Hai Anupam Jiski Saan,
Usko Kahate Hai Hanuman,
Aji Suno Lagakar Kaan,
Usko Kahate Hai Hanuman,
Hai Anupam Jiski Saan,
Usko Kahate Hai Hanuman ॥
Raja Ram Ki Laj Bachae,
Lakshman Ke Tum Jivandae,
Lanka Ko Tumne Jalaya,
Ravan Ka Baja Bajaya,
Rakhate Ho Tum Maan,
Usko Kahate Hai Hanuman,
Hai Anupam Jiski Saan,
Usko Kahate Hai Hanuman ॥

Pavan Dev Ke Putr Kahae,
Anjani Maa Ke Bhaagy Jagae,
Eke Haath Siddhajan Taare,
Duje Haath Asur Sanhaare,
Dekhi Tumhari Baan,
Usko Kahate Hai Hanuman,
Hai Anupam Jiski Saan,
Usko Kahate Hai Hanuman ॥

Ram Naam Ki Det Duhae,
Ab To Mera Koun Sahae,
Hay Inko Humm Bhakt Pyare,
Lajja Maan Haath Tumhare,
Ho Sada Tera Gungan,
Usko Kahate Hai Hanuman,
Hai Anupam Jiski Saan,
Usko Kahate Hai Hanuman ॥

Hai Anupam Jiski Saan,
Usko Kahate Hai Hanuman,
Aji Suno Lagakar Kaan,
Usko Kahate Hai Hanuman,
Hai Anupam Jiski Saan,
Usko Kahate Hai Hanuman ॥
है अनुपम जिसकी शान, उसको कहते है हनुमान: भजन - हिन्दी में पढ़ें
है अनुपम जिसकी शान, उसको कहते है हनुमान, अजी सुनो लगाकर कान, सुनो लगाकर कान, उसको कहते है हनुमान, है अनूपम जिसकी शान, उसको कहते है हनुमान ॥
Bhajan Hanuman BhajanBalaji BhajanBajrangbali BhajanHanuman Janmotsav BhajanHanuman Jyanti BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanHanuman Path BhajanSundar Kand Path Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Ram Nam Ke Heere Moti Main Bikhraun Gali Gali

Ram Nam Ke Heere Moti, Main Bikhraun Gali Gali । Krishn Nam Ke Heere Moti

Shri Krishna Govind Hare Murari

Shri Krshna Govind Hare Murari, He Nath Narayan Vasudeva॥ He Nath Narayan...

Achyutam Keshavam Krishna Damodaram

Achyutam Keshavam Lyrics in Hindi And English - Achyutam Keshavam Krishna Damodaram. Kaun Kehte Hai Bhagwan Aate Nahi..

Choti Choti Gaiyan Chote Chote Gwal

Choti Choti Gaiya, Chote Chote Gwal । Choto so Mero Madan Gopal ।

Ek Bar Jo Raghubar Ki Nazron Ka

Ek Baar Jo Raghubar Ki, Najro Ka Ishara Ho Jaye, Teri Lagan Mein Kho Jaoon Main, Duniya Se Kinara Ho Jaye ॥