Ghanshyam Tum Na Aaye Jeevan Ye Beeta Jaye (घनश्याम तुम ना आये, जीवन ये बीता जाये - भजन)


Ghanshyam Tum Na Aaye,
Jeevan Ye Beeta Jaye ॥
Tera Viyog Pyare,
Ab to Saha Na Jaye,
Ek Baar Aa Bhi Jao,
Baithe Ho Kyo Chhipaye,
Ghanshyam Tum Na Aaye,
Jeevan Ye Beeta Jaye ॥

Main Dhundhti Thi Dar Dar,
Par Tum Najar Na Aaye,
Mujhe Kya Pata Tha Mere,
Iss Dil Mein Ho Samaye
Ghanshyam Tum Na Aaye,
Jeevan Ye Beeta Jaye ॥

Jeevan Ki Sandhya Bela,
Ab Aa Chuki Hain Preetam,
Us Waqt Aa Bhi Jaana,
Jab Pran Tan Se Jaye,
Ghanshyam Tum Na Aaye,
Jeevan Ye Beeta Jaye ॥

Ghanshyam Tum Na Aaye,
Jeevan Ye Beeta Jaye ॥

आरती कुंजबिहारी की | आओ भोग लगाओ प्यारे मोहन | श्री बांके बिहारी तेरी आरती गाऊं | आरती श्री बाल कृष्ण जी की | ॐ जय जगदीश हरे | मधुराष्टकम्: धरं मधुरं वदनं मधुरं | कृष्ण भजन | अच्चुतम केशवं कृष्ण दामोदरं | श्री कृष्णा गोविन्द हरे मुरारी
घनश्याम तुम ना आये, जीवन ये बीता जाये - भजन - हिन्दी में पढ़ें
घनश्याम तुम ना आये, जीवन ये बीता जाये ॥ तेरा वियोग प्यारे, अब तो सहा ना जाये...
Bhajan Shri Krishna BhajanBhrij BhajanBal Krishna BhajanLaddu Gopal BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shyam BhajanIskcon BhajanPhagun Mela BhajanRadhashtami BhajanJagjit Singh Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Suraj Ki Garmi Se Jalte Hue Tan Ko

Jaise Suraj Ki Garmi Se Jalte Hue Tan Ko Mil Jaaye Taruvar Ki Chhaya...

Bharosa Kar Tu Ishwar Par

Bharosa Kar Tu Ishwar Par, Tujhe Rona Nahi Hoga । Yah Jeevan Beet Jayega, Tujhe Rona Nahi Hoga ॥ Kabhi Sukh Hai Kabhi Dukh Hai...

Bhajan: Jyot Se Jyot Jagate Chalo

Jyot Se Jyot Jagate Chalo, Jyot Se Jyot Jagate Chalo, Prem Ki Ganga Bahate Chalo, Prem Ki Ganga Baha...

Tu Pyar Ka Sagar Hai

Tu Pyar Ka Sagar Hai, Teri Ek Bund Ke Pyase Ham। Lauta Jo Diya Tune..

Tora Man Darpan Kahlaye

Tora Man Darpan Kahlaye, Bhale, Bure, Saare Karmon Ko, Dekhe Aur Dikhaye...