Ganpati Bappa Tera Karu Vandan (गणपति बाप्पा तेरा करू वंदन: श्री गणेश भजन)


Ganpati Bappa Tera Karu Vandan,
Mujhe Di Hin Par Daya Karo,
Main Sharan Tumhari Aaya Hu Pharyad Mein Bappa Laya Hu,
Sun Kar Mera Kalyan Karo,
Ganpati Bappa Tera Karu Vandan ॥
Sab Se Pahle Jo Tujhe Dhyaye,
Maan Vancchit Wo Tujhse Paaye,
Sab Kaam Siddha Pal Mein Tu Kare Yachak Ke Amangal Pal Mein Hare,
Mere Vighna Sabhi Harlo Deva Jinhe Tere Dham Leke Aaya Hu,
Ganpati Bappa Tera Karu Vandan ॥

Tujhe Bhole Ne Vardan Diya,
Jis Par Tu Apani Kirpa Kare,
Maa Ke Aashish Se Hai Deva Tu Sab Ke Pal Mein Kastha Hare,
Phir Yahan Vaha Kyon Mein Bhatku Bas Tere Charanon Mein Aaya Hu,
Ganpati Bappa Tera Karu Vandan ॥
BhaktiBharat Lyrics

Tum Saal Mein Jis Ghar Mein Aaye,
Dhan Yash Baibhav Us Ghar Llaye,
Sukh Samruddhi Ki Varish Ho Khusiyan Se Vo Ghar Bhar Jaye,
Jake Phir Agale Barsha Aana Yahi Vinati Karne Aaya Hun,
Ganpati Bappa Tera Karu Vandan ॥
गणपति बाप्पा तेरा करू वंदन: श्री गणेश भजन - हिन्दी में पढ़ें
गणपति बाप्पा तेरा करू वंदन, मुझे दीं हीं पर दया करो, मैं शरण तुम्हारी आया हु फर्याद मैं बाप्पा लाया हु, सुन कर मेरा कल्याण करो, गणपति बाप्पा तेरा करू वंदन ॥
Bhajan Shri Ganesh BhajanShri Vinayak BhajanGanpati BhajanGanpati Bappa BhajanGaneshotsav BhajanChaturthi BhajanGanesh Chaturthi BhajanRajasthani BhajanGrah Pravesh Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Ik Din Vo Bhole Bhandari Banke Braj Ki Nari

Ik Din Vo Bhole Bhandari, Ban Karake Braj Ki Naari, Braj Mein Aa Gae | Ek Din Woh Bhole Bhandari Bhajan Lyrics in Hindi And English

Sheesh Gang Ardhang Parvati

Sheesh Gang Ardhang Parvati, Sada Virajat Kailasi । Nandi Bhrngi Nrty Karat Hain, Dharat Dhyan Sur Sukhrasi ॥

Shiv Shankar Ko Jisne Pooja

Shiv Shankar Ko Jisne Pooja, Uska Hi Uddhar Hua । Ant Kaal Ko Bhavasagar Mein, Uska Beda Paar Hua

Hey Shambhu Baba Mere Bhole Nath

Hey Shambhu Baba Mere Bhole Nath, Teeno Lok Mein Tu Hi Tu । Shraddha Suman Mera, Man Belapatri...

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...