Ganpati Bappa Harlo Bhakton Ki Peer (गणपति बाप्पा हरलो भक्तो की पीर: श्री गणेश भजन)


Ganpati Bappa Harlo Bhakton Ki Peer,
Har Barsh Aayenge Vo Sagar Ke Teer,
Ganpati Bappa Harlo Bhakton Ki Peer ॥
Riddhi Siddhi Ke Data Ho Tumhi Vidhata,
TumHi Guru Sakha Tum Ptu Mata,
Teri Vidae Hai Prabhu Ude Hai Abhir,
Har Barsh Aayenge Vo Sagar Ke Teer,
Ganpati Bappa Harlo Bhakton Ki Peer ॥
BhaktiBharat Lyrics

Tum Hi Sahara Deva Tu Hi Ho Aasha,
Puja Bhi Na Jane Hum Harlo Nirasa,
Hotho Pe Pyas Hai Aankhon Mein Neer,
Har Barsh Aayenge Vo Sagar Ke Teer,
Ganpati Bappa Harlo Bhakton Ki Peer ॥
गणपति बाप्पा हरलो भक्तो की पीर: श्री गणेश भजन - हिन्दी में पढ़ें
गणपति बाप्पा हरलो भक्तो की पीर, हर वरस आएंगे वो सागर के तीर, गणपति बाप्पा हरलो भक्तो की पीर ॥
Bhajan Shri Ganesh BhajanShri Vinayak BhajanGanpati BhajanGanpati Bappa BhajanGaneshotsav BhajanChaturthi BhajanGanesh Chaturthi BhajanRajasthani BhajanGrah Pravesh Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Hanuman Ji Chhota Sa Hamara Ek Kam Ji

Hanuman Ji Chhoto so Hamaaro Ek Kaam Ji, Sun Anjani Ke Laala Meri Bigadi Bana De, Bigade Hue Ji Mere Kaam Bana De, Hamane Suna Hai Bada Naam Ji Hanuman Ji Chhoto ॥

Ik Din Vo Bhole Bhandari Banke Braj Ki Nari

Ik Din Vo Bhole Bhandari, Ban Karake Braj Ki Naari, Braj Mein Aa Gae | Ek Din Woh Bhole Bhandari Bhajan Lyrics in Hindi And English

Sheesh Gang Ardhang Parvati

Sheesh Gang Ardhang Parvati, Sada Virajat Kailasi । Nandi Bhrngi Nrty Karat Hain, Dharat Dhyan Sur Sukhrasi ॥

Shiv Shankar Ko Jisne Pooja

Shiv Shankar Ko Jisne Pooja, Uska Hi Uddhar Hua । Ant Kaal Ko Bhavasagar Mein, Uska Beda Paar Hua

Hey Shambhu Baba Mere Bhole Nath

Hey Shambhu Baba Mere Bhole Nath, Teeno Lok Mein Tu Hi Tu । Shraddha Suman Mera, Man Belapatri...