Ganga Ke Kinare Chale Jana (गंगा किनारे चले जाणा - भजन)


Bam Bam Bam Bam Bhola
Bam Bam Bam Bam Bhola
Bam Bam Bam Bam Bhola
Bam Bam Bam Bam Bhola
Kah Gaye Sadhu, Kah Gaye Kabira
Kah Gaye Sadhu Kah Gaye Phakira
Kya Tera Kya Mera Kabira
Sara Ye Khel Hai Taqdiron Ka
Sara Ye Khel Hai Taqdiron Ka
Kya Tune Le Jaana Sab Yahi Rah Jaana

mitadi Hai Moorat, Jindi Ye Vani Hai
ganga Kinare Chale Jana
mudke Phir Nahin Aana

Ye Jeevan Tera Lakdi Ka Putla
Ye Jeevan Tera Lakdi Ka Putla
Ye Jeevan Tera Lakdi Ka Putla
Ye Jeevan Tera Lakdi Ka Putla
Aag Lage Jar Jaana
Mudke Phir Nahin Aana

mitadi Hai Murat, Jindi Ye Vani Hai
ganga Kinare Chale Jaana
mudke Phir Nahin Aana

Ye Jeevan Tera Maati Ka Putla
Ye Jeevan Tera Maati Ka Putla
Ye Jeevan Tera Maati Ka Putla
Ye Jeevan Tera Maati Ka Putla
Maati Mein Hi Mil Jaana
Ganga Kinare Chale Jaana

mitadi Hai Murat, Jindi Ye Vani Hai
ganga Kinare Chale Jaana
mudke Phir Nahin Aana

Ye Jeevan Tera Moh Ke Dhage
Ye Jeevan Tera Moh Ke Dhage
Ye Jeevan Tera Moh Ke Dhage
Ye Jeevan Tera Moh Ke Dhage
Ganth Lage Toot Jaana
Mudke Phir Nahin Aana

mitadi Hai Moorat, Jindi Ye Vani Hai
ganga Kinare Chale Jaana
mudke Phir Nahin Aana

mitadi Hai Moorat, Jindi Ye Vani Hai
ganga Kinare Chale Jaana
mudke Phir Nahin Aana

Tere Apane Hi Tujhko Jalayenge
Kuch Din Royenge Phir Bhool Jayenge
Tere Apne Hi Tujhko Jalayenge
Kuch Din Royenge Phir Bhool Jayenge
Phir Bhool Jayenge Phir Bhool Jayenge

O Ganga Kinare Chale Jaana
Mudke Phir Nahin Aana

Bam Bam Bam Bam Bhola
Bam Bam Bam Bam Bhola
Bam Bam Bam Bam Bhola
Bam Bam Bam Bam Bhola

* Aana - Aana
* Jaana - Jana
गंगा किनारे चले जाणा - भजन - हिन्दी में पढ़ें
मिटदि है मूरत, जिन्दी ये वाणी है, गंगा किनारे चले जाणा, मुड़के फिर नहीं आणा..
Bhajan Maa Ganga BhajanShri Ganga BhajanGanga Dussehra BhajanGanga Snaan BhajanGanga Saptami BhajanGanga Maiya BhajanShiv BhajanBol Bum BhajanNew BhajanHansraj Raghuwanshi Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Chalo Bulawa Aaya Hai Mata Ne Bulaya Hai

Popular and famous bhajan used on the auspicious occasion of Navdurga, Durga Puja, Navratri, Navratr

Mangal Ki Sewa Sun Meri Deva

Mangal Ki Seva Sun Meri Deva, Hath Jod Tere Dwar Khade । Pan Supari Dhwja Nariyal,

Bhor Bhai Din Chad Gaya Meri Ambey

Bhor Bhai Din Chadh Gaya Meri Ambey, Ho Rahi Jai Jai Kar Mandir Vich Aarti Jai Maa ।

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu