Gal Motiyan Ko Haar Sir Chunad Chamakdar (गल मोत्यां को हार, सिर चुनड़ चमकदार: भजन)


Gal Motiyan Ko Haar,
Sir Chunad Chamakdar,
The Kar Solah Shringar,
Maan Bandi Si Lago Ji,
Maan Bandi Si Lago Ji ॥
Thare Hatha Soni Changi,
Maa Mehndi Rachi Surangi,
Chudle Ki Khan Khan Nyari,
Jhanki Thari Satrangi,
Man Mero Moh Liyo Hai,
Thaari Payal Ki Jhankar,
Gal Motiya Ko Haar,
Sir Chunad Chamakdar,
The Kar Solah Shringar,
Maan Bandi Si Lago Ji,
Maan Bandi Si Lago Ji ॥

Thare Mathe Bindiya Chamke,
Nathni Mein Heero Damke,
Thare Dekh Dekh Kar Dadi,
Bhakta Ko Manado Harkhe,
Jaadu So Chadh Gayo Hai,
Main Bhooli Maan Ghar Baar,
Gal Motiya Ko Haar,
Sir Chunad Chamakdar,
The Kar Solah Shringar,
Maan Bandi Si Lago Ji,
Maan Bandi Si Lago Ji ॥

Thane ‘Swati’ Nirakhan Tai,
Thaare Mandariye Mein Aayi,
Kave ‘Harsh’ Dekh Kar Thane,
Sudh Budh Saari Bisarai,
Palbhar Na Hate Nijara,
Main Nirkhu Barambar,
Gal Motiya Ko Haar,
Sir Chunad Chamakdar,
The Kar Solah Shringar,
Maan Bandi Si Lago Ji,
Maan Bandi Si Lago Ji ॥

Gal Motiyan Ko Haar,
Sir Chunad Chamakdar,
The Kar Solah Shringar,
Maan Bandi Si Lago Ji,
Maan Bandi Si Lago Ji ॥

दुर्गा चालीसा | आरती: जय अम्बे गौरी, मैया जय श्यामा गौरी | आरती: अम्बे तू है जगदम्बे काली | महिषासुरमर्दिनि स्तोत्रम् | माता के भजन
गल मोत्यां को हार, सिर चुनड़ चमकदार: भजन - हिन्दी में पढ़ें
गल मोत्यां को हार, सिर चुनड़ चमकदार, थे कर सोलह श्रृंगार, माँ बनड़ी सी लागो जी, माँ बनड़ी सी लागो जी ॥
Bhajan Ambe Gauri BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanAshtami BhajanGupt Navratri BhajanMaa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanMaan Pahadawali Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Main Nahi Mera Nahi Ye Tan

Main Nahin, Mera Nahin, Yah Tan Kisi Ka Hai Diya । Jo Bhi Apne Paas Hai..

Tere Dar Ki Bhikh Se Hai, Mera Aaj Tak Guzaara

Tere Dar Ki Bhikh Se Hai, Mera Aaj Tak Guzaara, Jivan Ka Hai Adhar, Jine Ka Hai Sahara, Tere Dar Ki Bhikh Se Hai, Mera Aaj Tak Guzaara ॥

Prabhu Jo Tumhe Hum Batakar Ke Roye

Prabhu Jo Tumhe Hum, Batakar Ke Roye, Batakar Ke Roye, Use Dil Main Kab Se, Daba Kar Ke Roye, Prabhu Jo Tumhe Hum, Batakar Ke Roye ॥

Mandir Mein Aao Mohan Darshan Ko Bheed Hai

Mandir Mein Aao Mohan, Darshan Ko Bheed Hai, Sevakia Bulave Pyare, Thari Hi Udik Hai, Mandir Mein Aao Mohan ॥

Radhe Radhe Kahiye Lagde Nahi Rupaiye

Radhe Radhe Kahiye Lagde Nahi Rupaiye, Rab Ne Saanu Ankhiya Ditiya, Ankhiya Ditiya Ankhiya Ditiya..