Gajanand Vandan Karte Hain (गजानंद वन्दन करते है: भजन)


Gajanand Vandan Karte Hain ॥
Aaj Sabha Mein Swagat Hai,
Abhinandan Karte Hai,
Gajanand Vandan Karte Hain,
Gajanand Vandan Karte Hain,
Vandan Karte Hai, Aaj,
Abhinandan Karte Hai,
Vandan Karte Hai, Aaj,
Abhinandan Karte Hai,
Gajanand Vandan Karte Hain,
Gajanand Vandan Karte Hain ॥

Dev Tumsa Na Duja,
Pratham Ho Teri Puja,
Naam Tere Ka Danka,
Aaj Ghar Ghar Mein Gunja,
Ved Puran Shastr,
Sab Tera Varnan Karte Hai ॥

Gajanand Vandan Karte Hain,
Gajanand Vandan Karte Hain,
Vandan Karte Hai, Aaj,
Abhinandan Karte Hai,
Vandan Karte Hai, Aaj,
Abhinandan Karte Hai,
Gajanand Vandan Karte Hain,
Gajanand Vandan Karte Hain ॥

Uma Shankar Ke Pyare,
Hamare Bano Sahare,
Riddhi Siddhi Ke Data,
Bhare Bhandar Hamare,
Gale Haar Pehnakar,
Maathe Chandan karte Hai ॥

Gajanand Vandan Karte Hain,
Gajanand Vandan Karte Hain,
Vandan Karte Hai, Aaj,
Abhinandan Karte Hai,
Vandan Karte Hai, Aaj,
Abhinandan Karte Hai,
Gajanand Vandan Karte Hain,
Gajanand Vandan Karte Hain ॥

Teri Adbhut Hai Maya,
Kodiyo Ko De Kaya,
Bhari Bhakto Ki Jholiyan,
Sharan Jo Tere Aya,
Teri Daya Se Andhe Bhi,
Jag Darshan Karte Hai ॥

Gajanand Vandan Karte Hain,
Gajanand Vandan Karte Hain,
Vandan Karte Hai, Aaj,
Abhinandan Karte Hai,
Vandan Karte Hai, Aaj,
Abhinandan Karte Hai,
Gajanand Vandan Karte Hain,
Gajanand Vandan Karte Hain ॥

‘Maatrdatt’ Vinati Karata,
Laabh Shubh Devo Aakar,
Syam Sundar Gun Gata,
Bas Tera Dhyan Lagakar,
Tera Sumiran Karte Hai ॥

Gajanand Vandan Karte Hain,
Gajanand Vandan Karte Hain,
Vandan Karte Hai, Aaj,
Abhinandan Karte Hai,
Vandan Karte Hai, Aaj,
Abhinandan Karte Hai,
Gajanand Vandan Karte Hain,
Gajanand Vandan Karte Hain ॥
गजानंद वन्दन करते है: भजन - हिन्दी में पढ़ें
गजानंद वन्दन करते है, गजानंद वन्दन करते है, वंदन करते है, आज, अभिनंदन करते है, वंदन करते है, आज, अभिनंदन करते है, गजानंद वन्दन करते है, गजानंद वन्दन करते है ॥
Bhajan Vighneswaray BhajanShri Ganesh BhajanShri Vinayak BhajanGanpati BhajanGanpati Bappa BhajanGaneshotsav BhajanGajanan BhajanGanesh Chaturthi BhajanChaturthi Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Jeemo Jeemo Sanwariya Thye

Jeemo Jeemo Sanwariya Thye, Aao Bhog Lagao Jee, Bansuriya Ki Taan Sunata

Shyam Puspanjali Shri Khatu Shyamji Vinati

Hath Jod Vinti Karu, Sunio Chit Lagaye, Das Aa Gayo Sharan Me, Rakhio Mahari Laaj, Dhanya Dudharo..

Ghuma De Morchadi

Hira Motya Jadi Jadi, Sankat Kate Khadi Khadi, Mere Sar Pe Baba Shyam, Ghuma De Morchadi

Dinanath Meri Baat Chani Koni Tere Se

Dinanath Meri Baat Chani Koni Tere Se Ankhdali Churakar Baba Jaasi Kathe Mere Se

Holi Khelan Aayo Shyam, Aaj

Holi Khelan Aayo Shyam, Aaj Yahi Rang Mein Boro Ri | Kore-kore Kalash Mangao