Gajanan Aaye Mere Dwar ॥
Shloka – Vakratunda Mahakaya,
Suryakoti Samprabha,
Nirvighna kuru Mein Dev,
Sarvakaryesu Sarbada ॥
Gajanan Aaye Mere Dwar,
Gajanan Aaye Mere Dwar,
Unki Daya Se Sab Sukh Pate,
Unki Daya Se Sab Sukh Pate,
Inse Chale Ghar Dwar,
Gajanan Aaye Mere Dwar ॥
Ganpati Jab Dharti Pe Aate,
Sukh Samraddhi Sang Mein Late,
Karane Swagat Log Hai Aate,
Sabki Sudh Woh Lene Aaye,
Sabki Sudh Woh Lene Aaye,
Hoke Mushak Sawaar,
Gajanan Aaye Mere Dwar ॥
Paye Jo Ekadant Ke Darshan,
Hota Saphal Usika Jeevan,
Mera Tan Maan Unko Arpan,
Unse Bandhi Hai Saanson Ki Dori,
Unse Bandhi Hai Saanson Ki Dori,
Wo Hai Pranadhar,
Gajanan Aaye Mere Dwar ॥
Gauri Sut Hai Shiv Ke Laala,
Jo Phere Tere Naam Ki Maala,
Tu Hai Dukho Ko Harne Wala,
Naiya Tu Hi Paar Lagaye,
Gajanan Aaye Mere Dwar ॥
Gajanan Aaye Mere Dwar,
Gajanan Aaye Mere Dwar,
Unki Daya Se Sab Sukh Pate,
Unki Daya Se Sab Sukh Pate,
Inse Chale Ghar Dwar,
Gajanan Aaye Mere Dwar ॥