Ek Nazar Kripa Ki Kar Do Ladli Shri Radhe (एक नजर कृपा की कर दो, लाडली श्री राधे: भजन)


Ek Najar Kripa Ki Kar Do,
Ladli Shri Radhe ।
Ek Najar Kripa Ki Kar Do,
Ladli Shri Radhe ।
Shri Radhe, Shri Radhe
Shri Radhe, Shri Radhe
Shri Radhe, Shri Radhe

Daasi Ki Jholi Bhardo,
Ladli Shri Radhe ।
Ek Najar Kripa Ki Kar Do,
Ladli Shri Radhe ।

Mana Ki Main Patit Bahut Hoon,
Mana Ki Main Patit Bahut Hoon,
Tero Patit Pavan Hai Naam,
Ladli Shri Radhe ।
Ek Najar Kripa Ki Kar Do,
Ladli Shri Radhe ।

Jo Tum Mere Avgun Dekho,
Jo Tum Mere Avgun Dekho,
Mat Rakhna Koi Hisab,
Ladli Shri Radhe ।
Ek Najar Kripa Ki Kar Do,
Ladli Shri Radhe ।

Chandra Sakhi Bhaj Bal Krishna Chhavi,
Chandra Sakhi Bhaj Bal Krishna Chhavi,
Tere Charanon Mein Jau Balihaar,
Ladli Shri Radhe ।
Ek Najar Kripa Ki Kar Do,
Ladli Shri Radhe ।

Shri Radhe, Shri Radhe
Shri Radhe, Shri Radhe
Shri Radhe, Shri Radhe

Ek Najar Kripa Ki Kar Do,
Ladli Shri Radhe .
Ek Najar Kripa Ki Kar Do,
Ladli Shri Radhe ।
एक नजर कृपा की कर दो, लाडली श्री राधे: भजन - हिन्दी में पढ़ें
एक नजर कृपा की कर दो, लाडली श्री राधे । माना की मैं पतित बहुत हूँ...
Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanLaddu Gopal BhajanRadhashtami BhajanPhalguna BhajanIskcon BhajanShri Shyam BhajanRadha Krishna BhajanShri Radha Rani BhajanMaithili Thakur Bhajan

Other Popular Ek Nazar Kripa Ki Kar Do Ladli Shri Radhe Video

Maanya Arora

Jaya Kishori Ji

Madhavas Rock Band

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Durga Hai Meri Maa Ambe Hai Meri Maa

Durga Hai Meri Maa, Ambe Hai Meri Maa | Jo Bhi Dar Pe Aae, Jay Ho

Meri Vipda Taal Do Aakar

Meri Vipda Taal Do Aakar, Hey Jag Janani Mata, Sheron Wali Mata ॥

Dadi Itni Kirpa Kariye

Dadi Itni Kirpa Kariye, Dar Te Aavta Rava, Main to Thare Darbar Se Mangta Raha ॥

Bade Maan Se Zamana Maa Tujhe Pujata Hai

Bade Maan Se Jamana, Maan Tumko Poojta Hai, Tere Naam Ka Tarana...

Woh Hai Jag Se Bemisal Sakhi

Popular and famous bhajan used on the auspicious occasion of Navdurga, Durga Puja, Navratri, Navratr