Ek Din Mere Ghar Aana Mere Banke Bihari (एक दिन मेरे घर आना मेरे बांके बिहारी :भजन)


Ek Din Mere Ghar Aana Mere Banke Bihari,
Ek Din Mere Ghar Aana Mere Banke Bihari,
Banke Bihari Mere Kunj Bihari,
Banke Bihari Mere Kunj Bihari,
Ek Din Mere Ghar Aana Mere Banke Bihari ॥
Dekh Maine Tere Liye Makhan Nikala,
Dekh Maine Tere Liye Makhan Nikala,
Makhan Nikala Pyare, Makhan Nikala,
Ji Bhar Ke Tu Khana, Mere Banke Bihari,
Ek Din Mere Ghar Aana Mere Banke Bihari,
Ek Din Mere Ghar Aana Mere Banke Bihari ॥

Dekh Maine Tere Liye Paayal Gadhai,
Dekh Maine Tere Liye Paayal Gadhai,
Paayal Gadhai Pyaare, Paayal Gadhai,
Chham Chham Naach Dikhana, Mere Banke Bihari,
Ek Din Mere Ghar Aana Mere Banke Bihari,
Ek Din Mere Ghar Aana Mere Banke Bihari ॥

Dekh Maine Tere Liye Gopiya Bulai,
Dekh Maine Tere Liye Gopiya Bulai,
Gopiya Bulai, Radha Rani Hai Aai,
Aakar Ke Raas Rachana, Mere Banke Bihari,
Ek Din Mere Ghar Aana Mere Banke Bihari,
Ek Din Mere Ghar Aana Mere Banke Bihari ॥

Yamuna Kinare Meri Unchi Haveli,
Yamuna Kinare Meri Unchi Haveli,
Unchi Haveli Pyaare, Unchi Haveli,
Aake Tu Darash Dikhana, Mere Banke Bihari,
Ek Din Mere Ghar Aana Mere Banke Bihari,
Ek Din Mere Ghar Aana Mere Banke Bihari ॥

Ek Din Mere Ghar Aana Mere Banke Bihari,
Ek Din Mere Ghar Aana Mere Banke Bihari,
Banke Bihari Mere Kunj Bihari,
Banke Bihari Mere Kunj Bihari,
Ek Din Mere Ghar Aana Mere Banke Bihari ॥
एक दिन मेरे घर आना मेरे बांके बिहारी :भजन - हिन्दी में पढ़ें
एक दिन मेरे घर आना मेरे बांके बिहारी, बांके बिहारी मेरे कुंज बिहारी..
Bhajan Shri Krishna BhajanBhrij BhajanBal Krishna BhajanLaddu Gopal BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shyam BhajanIskcon BhajanPhagun Mela BhajanRadhashtami BhajanBanke Bihari Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Sita Ram Sita Ram Sita Ram Kahiye

Sita Raam Sita Raam, Sitaraam Kahiye, Jaahi Vidhi Raakhe Raam, Taahi Vidhi Rahiye ।

Jab Te Ram Bhayai Ghar Aaye

Jab Ten Ramu Byahi Ghar Aaye । Nit Nav Mangal Mod Badhaye ॥ To drive away poverty from home and to bring happiness, prosperity, peace, listen to these chaupaiyan of mangalacharan of Ayodhya Kand everyday..

Kanha Roj Roj Tumko Sajata Rahun

Kanha Roj Roj Tumko Sajata Rahoon Aur Manata Rahoon, Par Bhajan Mein Kabhi Kuch Kami Ho Nahin ।

Mere Ghar Ganpati Ji Hai Aaye

Mere Ghar Ganpati Ji Hai Aaye, Mere Ghar Ganpati Ji Hai Aaye, Main Apne Duhkh Ko, Main Apne Duhkh Ko Hoon Bisraye, Vo Khushiyan Apne Sath Hai Laye, Mere Ghar Ganpati Ji Hai Aaye ॥

Shree Ganpati Maharaj Mangal Barsao

Shree Ganpati Maharaj, Mangal Barsao, Shiv Ji Ke Pyare, Maiya Gaura Ke Dulare, Devon Ke Sartaj, Mangal Barsao, Shree Ganpati Maharaj, Mangal Barsao ॥