Dware Tihare Badi Bheed Ho Jagdambe (द्वारे तिहारे बड़ी भीड़ हो जगदम्बे - भजन)


Dware Tihare Badi Bheed Ho Jagdambe-maiya
Maiya Dware Tere Kanya Pukare
Kanya Ko Yogy Var Dev Meri Jagdambe Maiya
Dware Tihare Badi Bheed Ho Jagdambe-maiya

Maiya Dware Tere Baanjhan Pukare
Baanjhan Ki God Bhar Dev Meri Jagdambe Maiya
Dware Tihare Badi Bheed Ho Jagdambe-maiya

Maiya Dware Tere Nirdhan Pukare
Nirdhan Ke Bhandar Bhar Dev Meri Jagdambe Maiya
Dware Tihare Badi Bheed Ho Jagdambe-maiya

Maiya Dware Tere Bhakt Pukare
Bhakton Ko Darshan Dev Meri Jagdambe Maiya
द्वारे तिहारे बड़ी भीड़ हो जगदम्बे - भजन - हिन्दी में पढ़ें
द्वारे तिहारे बड़ी भीड़ हो जगदम्बे-अम्बे, मैया द्वारे तेरे कन्या पुकारे...
Bhajan Maa Durga BhajanMata BhajanVaishno Maa BhajanMaa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanShukravar BhajanFriday BhajanAshtami BhajanGupt Navratri Bhajan

Other Popular Dware Tihare Badi Bheed Ho Jagdambe Video

By Sanjo Baghel

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Jab Bhak Bulate Hain Hari Daud Ke Aate Hain

Jab Bhakt Bulate Hain, Hari Daud Ke Aate Hain ॥ Vo to Din Aur Duhkhion Ko ॥

Bhasm Tere Tan Ki Ban Jau Bholenath

Bhasm Tere Tan Ki, Ban Jaun Bholenath, Bhakti Mein Teri, Ram Jaun Bholenath, Shaam Subah Gun Tera, Gaun Bholenath, Bhakti Mein Teri, Ram Jaun Bholenath ॥

Karte Sab Pe Daya Ki Najar Shiv Bhole Shankar

Karate Sab Par Daya Ki Najar, Shiv Bhola Shankar, nBaba Bhole Baba Baba Bhole Baba,
Baba Bhole Baba Baba Bhole Baba ॥

Bhole Baba Tere Darbar Mein Jo Aate Hai

Bhole Baba Tere Darwar Main Jo Aate Hai, Jholiyan Bharate Hai Wo Khali Nahi Jate Hai,
Jholiyan Bharate Hai Wo Khali Nahi Jate Hai ॥

Kya Wo Karega Leke Chadawa

Kya vo Karega Leke Chadhava, Sab Kuchh Tyag Ke Baitha Kahin, Bhakt Nahin Vo Bhala Hai Dhundhata, Gun Dekhe Gunagan Nahin, Main Kahata Nahin Shraddha Hai Buri, Par Karm Taraju Dharm Vahi, Bhakt Nahin Vo Bhala Hai Dhundhata, Gun Dekhe Gunagan Nahin ॥