Dhara Too Beh Rahi Hai (धारा तो बह रही है - भजन)


Dhara to Bah Rahi Hai,
Shri Radha Naam Ki,
Radha Radha Ratat Hi,
Sab Vyadha Mit Jaye,
Koti Janm Ki Aapda,
Shri Radha Naam Sujaay ।
Dhara to Bah Rahi Hai,
Shri Radha Naam Ki,
Radha Dhara Radha Dhara Radha Dhara,
Hum Ho Gaye Deewane Shri Radha Naam Ke,
Hum Ho Gaye Deewane Shri Radha Naam Ke,
Hum Ho Gaye Deewane Shri Radha Naam Ke,
Dhara to Bah Rahi Hain,
Shri Radha Naam Ki ॥

Soojhe Kuchh Aur Naahi,
Vrindavan Dhaam Ke,
Sujhe Kuchh Aur Naahi,
Shri Radha Naam Ke,
Dhara Vo Bah Gai Hain,
Shri Radha Naam Ki,
Hum Ho Gaye Deewane Shri Radha Naam Ke,
Hum Ho Gaye Deewane Shri Radha Naam Ke,
Hum Ho Gaye Deewane Shri Radha Naam Ke,
Dhara to Bah Rahi Hain,
Shri Radha Naam Ki ॥

Radha Ke Naam Ka Ye,
Saaya Ghana Ghana Hai,
Har Kshan Haday Mein Rahati,
Radha Ki Kalpna Hai,
Aate Najar Bihari,
Sang Radha Naam Ke,
Hum Ho Gaye Deewane Shri Radha Naam Ke,
Hum Ho Gaye Deewane Shri Radha Naam Ke,
Hum Ho Gaye Deewane Shri Radha Naam Ke,
Dhara to Bah Rahi Hain,
Shri Radha Naam Ki ॥

Ab Bhi Samay Hai Moorakh,
Buddhi Se Kaam Le Le,
Tar Jayega Yah Jeevan,
Shri Radha Naam Le Le,
Nashwar Hai Tera Jeevan,
Bin Radha Naam Ke,
Hum Ho Gaye Deewane Shri Radha Naam Ke,
Hum Ho Gaye Deewane Shri Radha Naam Ke,
Hum Ho Gaye Deewane Shri Radha Naam Ke,
Dhara to Bah Rahi Hain,
Shri Radha Naam Ki ॥

Insan Bhool Hai to,
Radha Kshama Daya Hai,
Radha Charan Mile to,
Sone Ki Dhul Kya Hai,
Brahma Bhi Sar Jhuka De,
Is Radha Naam Pe,
Hum Ho Gaye Deewane Shri Radha Naam Ke,
Hum Ho Gaye Deewane Shri Radha Naam Ke,
Hum Ho Gaye Deewane Shri Radha Naam Ke,
Dhara to Bah Rahi Hain,
Shri Radha Naam Ki ॥

Vishwas Chahata Hai,
To Bol Dhara Dhara,
Tujhko Sunai Dega,
Khud Aap Radha Radha,
Dhara Dhara Dhara Dhara Dhara,
Jaadu Ajab Juda Hai,
Sang Radha Naam Ke,
Hum Ho Gaye Deewane Shri Radha Naam Ke,
Hum Ho Gaye Deewane Shri Radha Naam Ke,
Hum Ho Gaye Deewane Shri Radha Naam Ke,
Dhara to Bah Rahi Hain,
Shri Radha Naam Ki ॥

Dhara to Bah Rahi Hai,
Shri Radha Naam Ki,
Radha Dhara Radha Dhara Radha Dhara,
Hum Ho Gaye Deewane Shri Radha Naam Ke,
Hum Ho Gaye Deewane Shri Radha Naam Ke,
Hum Ho Gaye Deewane Shri Radha Naam Ke,
Dhara to Bah Rahi Hain,
Shri Radha Naam Ki ॥

आरती कुंजबिहारी की | आओ भोग लगाओ प्यारे मोहन | श्री बांके बिहारी तेरी आरती गाऊं | आरती श्री बाल कृष्ण जी की | ॐ जय जगदीश हरे | मधुराष्टकम्: धरं मधुरं वदनं मधुरं | कृष्ण भजन | अच्चुतम केशवं कृष्ण दामोदरं | श्री कृष्णा गोविन्द हरे मुरारी
धारा तो बह रही है - भजन - हिन्दी में पढ़ें
धारा तो बह रही है, श्री राधा नाम की, राधा राधा रटत ही, सब व्याधा मिट जाए..
Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanLaddu Gopal BhajanRadhashtami BhajanPhalguna BhajanIskcon BhajanShri Shyam BhajanMridul Shastri Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Bhajan: Ram Na Milege Hanuman Ke Bina

Paar Na Lagoge Shri Ram Ke Bina, Ram Na Milege Hanuman Ke Bina। Ram Na Milenge..

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...

Bajrang Bali Sankat Kato Mahabali

Bajrang Bali Bajrang Bali, Sankat Kato Mahabali, Jaago Pawan Putra Baldai, Sitaram Ki Tumhe Duhai, Teri Kripa Se Saari Musibat Bhakto Ki Hai Tali Tali

Aaj Avadh Mein Khushiya Chhai Janme Hai Dekho Raghurai

Aaj Avadh Mein Khushiya Chhai, Janme Hain Dekho Raghurai , Aaj Avadh Mein Khushiya Chhai