Deva Ho Deva Ganpati Deva (देवा हो देवा गणपति देवा - भजन)


Ganpati Bappa Morya,
Mangal Murthy Morya,
Ganpati Bappa Morya,
Mangal Murti Morya ॥
Moraya Re Bappa Moraya Re ॥
Moraya Re Bappa Moraya Re ॥

Deva Ho Deva Ganpati Deva,
Tumase Badhakar Kaun,
Swami Tumase Badhakar Kaun ॥

Deva Ho Deva Ganpati Deva,
Tumase Badhakar Kaun,
Swami Tumase Badhakar Kaun,
Aur Tumhare Bhaktajanon Mein,
Humse Badhakar Kaun,
Humse Badhakar Kaun ॥

Hey Deva Ho Deva Ganpati Deva,
Tumase Badhakar Kaun,
Swami Tumase Badhakar Kaun ॥

Adbhut Roop Ye Kaya Bhari,
Mahima Badi Hai Darshan Ki,
Prabhu Mahima Badi Hai Darshan Ki,
Bina Mange Puri Ho Jaye,
Jo Bhi Echha Ho Maan Ki,
Prabhu Jo Bhi Echha Ho Maan Ki,
Ho...Jo Bhi Echha Ho Maan Ki,
Ganpati Bappa Morya,
Mangal Murti Morya ॥

Deva Ho Deva Ganpati Deva,
Tumase Badhakar Kaun,
Swami Tumase Badhakar Kaun,
Aur Tumhare Bhaktajanon Mein,
Humse Badhakar Kaun,
Ho Humse Badhakar Kaun ॥

Hey Deva Ho Deva Ganpati Deva,
Tumase Badhakar Kaun,
Swami Tumase Badhakar Kaun ॥

Choti Si Asha Laya Hun,
Chote Se Maan Mein Daata,
Is Chote Se Maan Mein Daata,
Mangne Aate Hai Sab,
Saccha Bhakt Hi Hai Pata,
Prabhu Saccha Bhakt Hi Hai Pata,
Ho...Saccha Bhakt Hi Hai Pata,
Ganpati Bappa Morya,
Mangal Murti Morya ॥

Deva Ho Deva Ganpati Deva,
Tumase Badhakar Kaun,
Swami Tumase Badhakar Kaun,
Aur Tumhare Bhaktajanon Mein,
Humse Badhakar Kaun,
Ho Humse Badhakar Kaun ॥

Deva Ho Deva Ganpati Deva,
Tumase Badhakar Kaun,
Swami Tumase Badhakar Kaun,
Bhakton Ki Is Bhid Mein,
Ase Bagula Bhakta Bhi Milte Hain,
Han Ase Bagula Bhakta Bhi Milte Hain,
Bhes Badal Kar Bhakton Ka,
Jo Bhagban Ko Chalte Hain,
Aur Jo Bhagban Ko Chalte Hain,
O...Jo Bhagban Ko Chalte Hain,
Ganpati Bappa Morya,
Mangal Murti Morya ॥

Ganpati Bappa Morya,
Mangal Murti Morya ॥

Deva Ho Deva Ganpati Deva,
Tumase Badhakar Kaun,
Swami Tumase Badhakar Kaun,
Aur Tumhare Bhaktajanon Mein,
Humse Badhakar Kaun,
Ho Humse Badhakar Kaun ॥

Hey Deva Ho Deva Ganpati Deva,
Tumase Badhakar Kaun,
Swami Tumase Badhakar Kaun,
Deva Ho Deva Ganpati Deva,
Tumase Badhakar Kaun,
Swami Tumase Badhakar Kaun,
Deva Ho Deva Ganpati Deva,
Tumase Badhakar Kaun,
Swami Tumase Badhakar Kaun,
Deva Ho Deva Ganpati Deva,
Tumase Badhakar Kaun,
Swami Tumase Badhakar Kaun ॥
देवा हो देवा गणपति देवा - भजन - हिन्दी में पढ़ें
देवा हो देवा गणपति देवा तुमसे बढ़कर कौन स्वामी तुमसे बढ़कर कौन और तुम्हारे भक्तजनों में हमसे बढ़कर कौन हमसे बढ़कर कौन ॥
Bhajan Vighneswaray BhajanShri Ganesh BhajanShri Vinayak BhajanGanpati BhajanGanpati Bappa BhajanGaneshotsav BhajanGajanan BhajanGanesh Chaturthi BhajanChaturthi Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Pehle Dhyan Shree Ganesh Ka Modak Bhog Lagao

Pahale Dhyan Shri Ganesh Ka, Modak Bhog Lagao, Bhakti Man Se Kar Lo Bhakto, Bhakti Man Se Kar Lo Bhakto, Ganpati Ke Gun Gao, Pahale Dhyan Shrin Ganesh Ka ॥

Rakho Hath Dhal Talwar Majbuti Jagdamba

Rakho Hath Dhal Talwar Muth Majbuti, Muth Majbuti E Dharde Re Jagdamba, Raajputon Mein Majbuti...

Darash Ko Aa Rahi Hun Maa Meri Ardas Sun Lena

Darash Ko Aa Rahi Hun Maa, Meri Ardas Sun Lena, Mein Khali La Rahi Daman, Mere Daman Ko Bhar Dena, Jay Jay Ambe Maa, Jay Jagdambe Maa ॥

Subah Savere Lekar Tera Naam Prabhu

Subah Savere Lekar Tera Naam Prabhu, Karte Hain Hum Shuru Aaj Ka Kaam Prabhu । Shuddh Bhav Se Tera Dhyan Lagayen Hum...

Radha Ko Naam Anmol Bolo Radhe Radhe

Radha Ko Naam Anmol Bolo Radhe Radhe । Shyama Ko Naam Anmol Bolo Radhe Radhe ॥